Nusrat fateh ali khan ghazal lyrics.!
Nusrat fateh ali khan - Tumhe dil lagi bhul jani padegi lyrics.,
Tumheñ dil lagi bhōōl jañi padegi
Muhabbat ki rahōñ
meiñ aa kar tō dekhō
Tadapañe pe mere ña
phir tum hasōge
Kabhi dil kisi se
laga kar tō dekhō
Wafaōñ ki humse
tawwaqu ñahi hai
Magar ek baar
aazamaa kar tō dekhō
Zamañey kō apañaa bañaa
kar tō dekha
Hamey bhi tum apaña
bañaa kar tō dekhō
Khuda ke liye chōr dō
abb yeh parda
Ke haiñ aaj hum tum ñahi
ghair kōi
Shab-e-vasl bhi hai
hijaab iss khadr kyuñ
Zara rukh se aañchal
utha kar tō dekhō
Jafa'eiñ bahut ki
bahut zulm Dhaye
Kabhi ek ñigah-e-karam
iss taraf bhi
Hamesha huey dekh
kar mujh kō barham
Kisi diñ zara
muskura kar tō dekhō
Jō ulfat meiñ har ek
sitam hai gawara
Yeh sab kuch hai
paas-e-wafa tumse warña
Sataatey hō diñ raat
jis tarah mujh kō
Kisi ghair kō yuñ
sataakar tō dekhō
Agar'chey kisi baat
per wōh khafa haiñ
Tō acha yehi hai tum
apñi sahi karlō
Wōh maañey ña-maañey
yeh marzi hai uñki
Magar uñkō ‘PURÑAM' mañaa kar tō dekhō
________________________________
Nusrat fateh ali khan ghazal - koi dil mein liye armaan chala jaata hain.
Kōi dil meiñ liye
armaañ chala jaata hai
Kōi khōye huay
ausaar chala jaata hai
Husñ walōñ se yeh
keh dō ke ña ñikleiñ bahir
Dekhñe walōñ ka
eimaañ chala jaata hai
Mast ñazrōñ se Allah
bachaye
Mahjamalōñ se Allah
bachaye
Mast ñazrōñ se Allah
bachaye
Mahjamalōñ se Allah
bachaye
Har bala sar pe aa
jaye lekiñ
Husñ walōñ se Allah
bachaye
Iñki maasōōmiyat par
ña jaaña
Iñke dhōke meiñ har
giz ña aaña
Lōōt lete haiñ yeh
muskura kar
Iñ ki chalōñ se Allah
bachaye
Iñki maasōōmiyat par
ña jaaña
Iñke dhōke meiñ har
giz ña aaña
Lōōt lete haiñ yeh
muskura kar
Iñki chalōñ se Allah
bachaye
Lōōt lete haiñ yeh
muskura kar
Iñki chalōñ se Allah
bachaye
Lōōt lete haiñ ye, lōōt
lete haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Jalakrukhi dikha
kar, muskura kar lōōt lete haiñ
Ñigaō se ñigaō kō
mila kar lōōt lete haiñ
Ye atchi pardadaadi
haiñ, ye atchi dilñawazi haiñ
Hasa kar lōōt lete
haiñ, rula kar lōōt lete haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Husñ waale wafa ñahi
karte
Ishq waale dagha ñahi
karte
Zulm karña tō iñki
aadat haiñ
Ye kisi ka bhala ñahi
karte
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Amir is raaste se jō
guzrte haiñ wōh kehte haiñ
Muhalla haiñ haseeñō
ka, ke ki basti haiñ
Ye lōōt lete haiñ,
ye lōōt lete haiñ
Lōōt lete haiñ yeh
muskura kar
Iñki chalōñ se Allah
bachaye
Iñki fitrat meiñ haiñ
be-wafaai
Jaañti haiñ ye saari
khudaaee
Atche-atchō kō dete
haiñ dhōka
Bhōle-bhalō se Allah
bachaye
Atche-atchō kō dete
haiñ dhōka
Bhōle-bhalō se Allah
bachaye
Mast ñazrōñ se Allah
bachaye
Mahjamalōñ se Allah
bachaye
No comments: