Khumar barabankvi 2 lines shayari , Khumar barabankvi shayari .

Khumar barabankvi shayari .


Khumar barabankvi 2 line shayari -


Suna hai hamein wo bhulane lâge hain ,

To kya ham unhein yaad aañe lage hain ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Dushmanoũ se pyaar hota jaye ga ,

Doston ko azmatê jayi ye ,


__________  __________


Khumar barabankvi love shayari - 

Khuda bachaye Teri mast-mast ankhõn se ,

Farishta ho to bahāk jaye' aadami kya haí ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari on life - 

Dusron par agar tabsira ki jiyē ,

Samne aayina rakh liyâ ki jiye ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi 2 line shayari -

Aisa nahi ki un se mohabbat nahi rãhi ,

Jazbat mein wo paheli si shiddāt nahì rahi ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi 2 lines shayari -

Had se badhe jo ilm to hai jahil dostôn ,

Sab kuch jo jante hain wo kuch jañte nahì ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Gham hai na ab Khushi hai ñaa ummid hai naa yaās ,

Sab se najar paaye zamane gũzar gaye ,


__________  __________


Khumar barabankvi dosti shayari - 

Hata'ye the jo raah se dostôn ke ,

Wo patthar mere ghar mein aañe lage haín ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi 2 lines shayari -

Tujh ko bar-bad to hõna tha bahar-hal "khumar" ,

Naaz kar naaz ki us ne tujhe barbad kíya ,

 Khumar barabankvi ghazal

__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Yaad karne le bhi dost aaye na yaād ,

Doston ke karam yaad aatê rahe ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari - 

Gúzre hain mai-kade se jo touba ke baād ham ,

Kuch door adatan bhi qadam dagmagaye haìn ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari - 

Aaj nagah ham kisi se mile ,

Baad muddat ke ziñdagi se míle ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari on dosti- 

Ilahi mere dost hoo khairiyat sê ,

Ye kyun ghar mein patthar nahì aa rahe haiñ ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari - 

Charaghón ke badle makan jal rahē haín ,

Naya hai zamana' nayi roushñi hài ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Ye kahena tha unse mohabbat hai mũjh ko ,

Ye kahene mein mujh ko zamane lage haí ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Ab in hudud mein laayã hai intizar mujhē ,

Wo aa bhi jayeín to aaye Naa aitbar mujhê ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari - 

Mohabbat ko samajhna hai to naseh khud mohabbat kār ,

Kinare se kabhi andaza-ę-tufan nahi hota ,

 

__________  __________


Khumar barabankvi shayari -

Bhule hain rafta rafta unhein muddaton mein hām ,

Kishtoun mein khud-khushi ka maza ham sē puchiye ,


__________  __________


Khumar barabankvi shayari - 

Wahi phir mujhe yaad aane lāge hain ,

Jinhein bhulne mein zamane lagê hain ,

 

No comments:

Powered by Blogger.