Dhokebaaz log shayari , Dhokebaaz shayari in hindi ,
New Dhokebaaz Shayari ,
Aaj nínd ne naa' aane ka wada líya haí mujh se,
Terí tarah wo bhí dhokebaaz níkalí …
___________________________________
Ye sharab ko jab chhath’ta hoon har roz,
Takí íska nasha chadeín,
Aur tere dhokebaz íshq ka nasha utare ..
___________________________________
Tum Díl Se Hameín Yun Pukara Na Karo,
Yun Tum Hameín Íshara Na Karo,
Door Haín Tumse Ye Majburí Haí Hamarí,
Tum Tanhaíyon Meín Yun Tadpaya Na Karo..!!
___________________________________
Merí yaarí ka usne achha parínam díya,
Merí musíbat me usne mujhko hee bhula díya,
___________________________________
Duníya bahot sawarthí haí,
Sath koí kyun dega,
Fokat ka yahan kafan nahí mílta,
To bína dhokhe ke íshq kon dega…
___________________________________
Dhokebaaz to hazaron mílenge zíndagí meín,
Íska matlab ye to nahí,
Ke ham bharosa karna chhod deín …
___________________________________
Terí Dostí Ne Día Sakoon Itna,
Keh Tery Baad Koí Bhí Acha Na Lage.
Tujhe Karní Ho Bewafaí Tu Ís Adda Se Krna,
Ke Tere Baad Koí Bhí Bewafa Na Lage.
___________________________________
Dhun’aan hee dhun’aan faíla haí zamane meín aaj,
Chup gayí ínsaníyat aur wafa.!
Badh gaye haí dhokebaaz …
___________________________________
Dekheín to dekhe kahan tak,
Yahan to har shaks dhokebaaz nazar aata haí..
___________________________________
Tum dhoka karo tab bhí dhokebaaz nahí,
Ham wafa kareín to bhí gunahgar haí,
Ye khata terí nahí jaan merí haí,
Ye to waqt-waqt kíí mar haí…
___________________________________
Mujhe tera íshq be-íman sa lagta haí,
Kabhí ídhar kabhí udhar bhatka tera díl ,mujhe dhokebaaz sa lagta haí..
___________________________________
Pal Pal Uska Saath Níbhate Hum,
Ek Íshare Pe Dunya Chhor Jate Hum.
Samandar K Beech Me Pohanch Kar Fareíb Kya Usne,
Wo Kehte To Kínaare Pe Hí Doob Jate Hum.
___________________________________
Tanhaí mujhe acchhí lagtí haí,
Mahfíl meín to sab dhokebaaz haín…
___________________________________
Dhoka khanewale bhí kya ahesan farmate haín,
Duníya se ek dhokebaaz kíí pahechan karwate haí,
___________________________________
Koí shakal nahí hotí dhokebaaz kí,
Hamesha chahere par naqab lekar ghumte haín yeh log .!
___________________________________
Badí dhokebaaz haí terí nazreín,
Ab to wo mujhe pahechan’ne se bhí ínkar kartí haí,
___________________________________
Jhuthí hamdardí, jhotha pyar, yahí sachhaí haí,
Ek dhokebaaz íshq karne walon kee
___________________________________
Wo har dafa jhoth bolta raha,
Maín sach samajhta raha,
Kítne dhoke díye usne,
___________________________________
Dhokebaaz Shayarí Ín Híndí For Gírlfríend
Bewafa to wo khud haí , par ílzam kísí aur ko dete haín,
Pahele naam tha mera unke labon par,
Ab wo naam kísí aur ka lete haín ..
___________________________________
Tere Khayalon Se Dhadkan Ko Chupa Ke Dekha Haí;
Díl-o-Nazar Ko Bahut Rula Ke Dekha Haí;
Terí Kasam Tu Nahí To Kuch Bhí Nahí;
kyonkí Maíne Kuch Pal Tujhe Bhula Ke Dekha Haí!
___________________________________
Wo Shaqs Jo Mere Díl Ke,
Ítne Qareeb Tha.
Na Jane Wo Kíska,
Naseeb Tha.
___________________________________
Thukra de koí to díl toot jata haí,
Toot jatí haí yaadeín,
Jab koí apna samajh nahí pata haí ,
Sach kahete haín duníya wale ínsane sabse jeetkar,
Apnou se har jaata haí ,
___________________________________
Aaj alfaz nahí míl rahe the,
Dard líkh díya hoon mahesus kíí jíye,
___________________________________
Kasoor unka nahí hamara hee haí,
Hamarí chahat hee ítní thí kí unko gurur aa gaya ,,,
___________________________________
Jantí Hu Uske Bína Jee Nahí Paungí,
Uska Bhí Yahí Haal Haí,
Magar Kísí Aur Ke Líye.
___________________________________
Yeh Kabhí Nhí Marta,
Ghum Kar Wapís Ek Dín,
Aap Ke Paas Hí Puhunch Jaata Haí.
___________________________________
Kyun Kí Íse Apne Thíkane Se,
Bhohat Muhabbat Hotí Haí….!!♥
___________________________________
Dhoka Míla Jab Bhí Pyar Meín,
Zíndgí Meín Udasí Chaa Gayí,
Socha Tha Chhor Denge Ís Raah Ko,
Kambakht Phír Ek New Number Se Míss Call Aa Gayí.
___________________________________
Dhokebaaz shayari in hindi ,
Bewafa Haí Dunía Kísí Ka Aítbaar Na Karo,
Har Pal Dete Haí Dhoka Kísí Se Pyar Na Karo,
Mít Jao Beshaq Tanha Jí Kar,
Par Kísí Ke Sath Ka Íntzaar Na Karo.
___________________________________
Díl Ka Dard Díl Me Rakha,
Koí Na Míla Jís Pe Duníya Luta Dete,
Sab Ne Díya Dhoka Humíen,
Kís Kís Ko Hum Saza Sunate.
___________________________________
Pehle Zíndagí Cheen Lí Mujhse,
Ab Merí Mout Ka Bhí Wo Fayda Uthatí Haí,
Merí Kabar Pe Phool Chadhane Ke Bhahane,
Wo Kísí Aur Se Mílne Aatí Haí !!
___________________________________
Íshq Karna To Lagta He Jaíse,
Mout Se Bhí Badí Ek Saza He,
Kya Kísí Se Shíkayat Kare Hum,
Jab Apní Taqdír Hí Bewafaa He.
___________________________________
Kítna Dur Níkal Gye Ríste Níbhate Níbate,
Khud Ko Kho Díya Humne Apno Ko Pate Pate,
Log Kehte Haí Dard Haí Mere Díl Maí,
Aur Hum Thak Gye Muskurate Muskurate.
___________________________________
Woh To Deewane The Jo Tanha Chhor Gaye,
Wo Na Ruk Sake To Ankho Meín Apna Saaya Chhor Gaye .
Hume Gham Haí Toh Bas Ís Baat Ka,
Ke Woh Díl Se Kíya Wada.. Hathon Se Tor Gaye.
___________________________________
Zara sí Zíndgí Haí Arman Bahut Haí,
Humdard Nahí Koí,
Ínsan Bahut Haí,
Díl Ka Dard Sunaye To Sunaye KísKo,
Jo Díl Ke Karíb Haí Wo Anjaan Bahut Haí.
___________________________________
Ehsaan Nahí Ahsaas Haí Aashíquí.
Zíndgí Ke Mod Pe Emtíhaan Haí Aashíquí,
Aashíquí Me Jaan Dena Badí Baat Nahí,
Umar Bhar Saath Níbhane Ka Naam Haí Aashíquí.
___________________________________
Hansne Ke Baad Kyu Rulatí Haí Duníya,
Jaane Ke Baad Kyu Bhulatí Haíduníya,
Zíndagí Me Kya Kuch Kasar Baakíthí,
Jo Marne Ke Baad Bhí Jalatí Haí Duníya.
___________________________________
Ajnabí Rehna Par Kíssí Ka Íntezar Mat Karna,
Kíssí K Pyar K Líye Khud Ko Bekarar Mat Karna,
Acha Sathí Míl Jaye To Hath Thaam Lena,
Par Díkhaway K Líye Kíssí Say Pyar MatKarna.
___________________________________
Tumse Dur Jane Ka Írada Na Tha,
Sada Sath Rehne Ka Bhí Vaada Na Tha,
Tum Yaad Na Kroge Ye Jante The Hum,
Par Ítní Jaldí Bhul Jaoge Aandaja Na Tha!!
___________________________________
Tumse Dur Jane Ka Írada Na Tha,
Sada Sath Rehne Ka Bhí Vaada Na Tha,
Tum Yaad Na Kroge Ye Jante The Hum,
Par Ítní Jaldí Bhul Jaoge Aandaja Na Tha!!
___________________________________
Duníya Me Koí Kísí Ke Líye Kuch Nahí Karta,
Marne Wale Ke Saath Har Koí Nahí Marta,
Are Marne Kí Baat To Door Rahí,
Yaha To Zíndgí Haí Phír B Koí Yaad Nahí Karta .
___________________________________
Dhokebaaz 2 Líne Shayarí
Soch Lene Se Pahley Meín Kar Arz Detí Huín,
Shayarí Me Yaaron Díl Ke Raaz Khol Detí Huín,
Kuch Apní Kuch Unkí Kahaaní Bahut Haín,
Míla Míla Kar Kíssey Meín Duníya Ko Bol Detí Hun.
___________________________________
Unhe Ye Shíkaayat Haí Hamse,
Kí Hum Har Kísí Ko Dekh Kar Mushkurate Haín.
Nasamajh Haín Wo Kya Jaane,
Hame To Har Chehre Me Wahí Nazar Aate Haín.
___________________________________
Íshq Aísa Karo Kí Dhadkan Me Bas Jaaye,
Saans Bhí Lo To Khushbu Usí Kí Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,
Baat Kuch Bhí Na Ho Par Naam Usí Ka Aaye .
___________________________________
Duníya Bhí Kítní Ajeeb Haí Dosto,
Ímaandar Ko Bewaquf Kehtí Haí.
Dhoke Baaz Ko Akal Mand Kehtí Haí,
Be-Haya Ko Khubsurat Kehtí Haí.
___________________________________
Aaj Khushíyon Kí Koí Badhaí Dega,
Níkla Haí Chand To Díkhaí Dega,
Ae Dost Dostí Kí Haí Humne Aapse,
Aapka Ek Aansu Bhí Ghíra To Sunaí Dega.
___________________________________
Íshq Pane Kí Tamanna Me Kabhí Kabhí,
Zíndagí Khílona Ban Jate Haí.
Jíse Díl Me Basana Chahte Haí,
Wo Surat Sírf Yaad Bankar Reh Jata Haí.
___________________________________
Uskí Chahat Se Íkrar Na Karte,
Uskí Kasmo Ka Aítbar Na Krte.
Agar Pata Hota Hum Sírf Mazak H Unke Líye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Na Krte..!!
No comments: