Hamari sharafat ka faida uthana band kar dō ,
Jis din ham badmash ho gáye kayamat aa jayegi .
__________________________
Ham apne mijaz se chalate hain sahab ,
ham pe hukm chalane kee gustaki mat karna ..
__________________________
Meri bholi surat par mat jaana ,
Agar .....
Mai A for Attitude dikhane par aa jaon ,
To tumhari A for Aukat nazar aa jaye gee ...
__________________________
Mere thhokare khane se bhi kuch logon ko jalna hai ,
Kahete hain yeh shaks tajurbón me aage nikal gaya .
__________________________
Ham duniya se alag ñahi ,
Hamari duniya hêe alag hai .
__________________________
Aaj tak aisi koi Raani nahi baní ,
Jo is badmash ko apna gulām bana sake ..
__________________________
Rahete hain aas-pas magar sãth nahi hote ,
Kuch log jalte hain mujsê bas khaq nahi hote .
__________________________
Sar jhukane ki aadat ñahi aansu bahane ki aadat nahi ,
Ham bichad gaye tō roo’ge ,
__________________________
Kyun ki hamari lout ke aañe ki aadat nahi .
Naam aur pahchan chahe chhôti ho
Par apne dam par honi chahiye .
__________________________
Ham bhi nawab hai logon ki akad dhuyen ki tarha udhakār,
Aukat cigrate ki tarah chhotí kar dete hain .
__________________________
Ham bajeerav nahi jo mastani ke liye dosti chhod deiñ ,
Are pagli ham to dosti ke liyē hazaron mastani chhod denge .
__________________________
Samane baithe raho dil ko karãr aaye ga ,
Jitna dekhenge tumhe utña hi pyar aaye ga .
__________________________
Jikne mijaz duniya se alag hõte hain ,
Mahfilon me charche unkê ghazab hote hain .
__________________________
Wo mujh se zindagi jeeñe ka tarika bata rahe hain ,
Jin ki aukat mere Attitude ke barabar bhi nãhi .
__________________________
Ham unko kuch nahi samajhte ,
jo khud ko bahot kuch samajhte hain ...
__________________________
Waqt ka khas hona jaruri nâhi ,
Khas logon ke liye waqt hona jarurí hai .
__________________________
Jitna badal sake the khud ko badal líya ,
Ab jisko shikayat hai wo apña rasta badle .
__________________________
Khouf to aawara kutte bhi machate hain ,
Par dahshat hamesha Sher ki hi rahéti hain .
__________________________
Kaghazon par to adalatein chālti hain ,
Ham to Royal mundde hain ,
Faisla On The Spot karte haín 😎.
__________________________
Bure hai ham tabhi to jee rahe haín, 😈
Achhe hote to duniya jeeñe nahi deti .
__________________________
Aaj kal zamane ke sath chålna hai ,
To.....
Aap ko chahere badalne ka hunar jarur aana chahíye .
__________________________
Jisko ho kahena hai kahene dō , apna kya jata hai ,👿
Ye waqt-waqt ki baat hai , aũr waqt sab ka aata hai .😎
__________________________
Jo mere mukaddar me hai wo khùd chal kar aaye ga ,🚶
Jo nahi hai use apna khouf laye gà😈 .
__________________________
Zindagi apne hisab se jina chahíye ,
Auron ke kahene par to Sher bhi sarkas me nachte haiñ .
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments: