Majaz lakhnavi shayari , 2 line shayari
35 + Best Majaz Lakhnavi 2 line Shayari .!
Majaz lakhnavi shayari
Ye mere ishq ki majbũriyan maz'allah ,
Túmhara raaz tumhi se chhūpa raha hoón maìn ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Dafan kar sakta hoon sine meiñ tumharé raaz kô ,
Aur tum chaho to Afsana baña sakta hoõn maín ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Husn Ko sharmsar karna hį ,
Ishq ka intiqam hotã hai ,
_____________________________
Majaz lakhnavi shayari
Hindu chala gaya na musalmañ chala gaÿa ,
Insan ki justúju mein ek insan chalâ gaya ,
_____________________________
Majaz lakhnavi shayari
Phir meri aankh hõ gayi namnak ,
Phir kisi ñe mizaj pucha hāi ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Ishq ka zouq-ê-nazara muft meiñ badnam haí ,
Husn khud be-tab hai Jalwa dikhane ke liÿe ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Ye aana koi aana hai ki bas ramañ chale aayê ,
Ye milna khàq milna hai ki dil sē dil nahi miltâ ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Bahot mushkil hai dũniya ka sanwarna ,
Teri zulfoñ ka pech-õ-kham nahí hai ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Tere mathe pe ye aanchal bahôt hi khub haí lekin ,
Tu is aanchal se ek parcham baña leti to achha thā ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Bataun kya tujhe aie ham-ñashi kis se môhabbat haí ,
Main jis duniya mein rahéta hoon wo is duniya ki aũrat hai ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Roye na abhi ahl-e-nazar haal pê mere ,
Hona hai abhí mujh ko kharab aũr ziyada ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Kya kya huwa hai ham se junun meiñ na puchhiye ,
Uljhe kabhi zamín se kabhi aasman sē ham ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Kuch tumhari nigah kâfir thí ,
Kuch mujhe bhi kharab hôna tha ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Mujh ko ye aarzũ wô uthayein naqab khud ,
Un ko ye intizar taqazā kare koí ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Aankh se aañkh jab nahí miltì ,
Dil se Dil ham-kalam høta hai ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Tumhi to ho jise kahéti hai nakhudâ duníya ,
Bacha sako to bacha lô ki dũbta hõon maín ,
____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Haye wo waqt ki jab be-piye mad-hoshi thhí ,
Haye ye waqt ki ab pi ke bhi makhmũr nahí ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Meri bar-badiyon ka ham-nashinô ,
Tumhe kya khud mujhe bhi ghâm nahí hãi ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Aap ki makhmũr aankhon ki qasâm ,
Meri mai-khvari abhi tâk raaz haí ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Sab ka to mudava kar dalā apña hi mudawa kar ña sake ,
Sab ke to garebañ si dale apna hi garebañ bhúl gaye ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Dubo di thhí jahañ tufan ñe kashti ,
Wahan sab the khuda kya na-khũda kya ,
_____________________________
2 line shayari
Phir kisi ke samne chashm-e-tamanna jhuk gayì ,
Shouq ki shokhi mein rang-ê-aheteram aa hi gaya ,
_____________________________
Majaz lakhnavi shayari
Yaa to kisi ko jurrat-ę-didar hi na hø ,
Yaa phir meri nigah se dekhã kare koí ,
_____________________________
2 line shayari
Rudad-e-gham-ê-ulfat un se ham kya kahéte kyun kar kahetē ,
Ek harf na nikla honthon se aũr aankh mein aansu aa bhi gayè ,
_____________________________
2 line shayari
Chhup gaye wo saz-ê-hasti chhed kar ,
Aab to bas awaz hi awaz hāi ,
_____________________________
Majaz lakhnavi shayari
Kyun jawaní ki mujhe yaad aayi ,
Main ne ek khwab sa dekhâ kya tha ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Aie shouq-ē-nazara kya kahíye
Nazron mein koí surat hi nahi ,
Aie shouq-ē-tasavvur kya kiihe ham surât-e-janan bhul gayè,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Izn-e-khiram kete huwe aasman se hām ,
Hat kar chale hain rahguzar-ê-karwan se ham ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Waqt ki sayi-e-musalsal kargar hõti gayi ,
Zindagi lahza-ba-lahza mukhtasar hotí gayi ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Tum ne to hukm-ę-tark-ê-to tamanna suna díya ,
Kis dil se aah tark-e-tamanña kare koí ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Kamal-é-ishq hai diwana hõ gaya hoon maín ,
Ye kis ke hath se damañ chhuda raha hoón maìn,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Khub pahchan lo "Asrar" hoon maín ,
Jins-e-uldat ka talabgar hooñ main ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Aawara-o-majnu hi pe mouquf nahi kúch ,
Milne hain abhi mũjh ko khítab aur zíyada ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Hijr mein kaif-ē-iztirab na pūch ,
Khun-é-dil bhi sharab høna tha ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Kab kiya tha is dil par husn ñe karam itna ,
Maherban aur is darja kab tha aasmañ apna ,
_____________________________
Majaz lakhnavi 2 line shayari
Taskin-e-dil-ê-mahzun na huwí wo sayi-e-karam farma bhi gayē ,
Is sayi-e-karam ko kya kahiyé bahela bhi gaye tadpa bhi gayê ,
No comments: