Shakeel azmi poetry , Shakeel azmi two line shayari ,
Read famous ghazal and shayari of Shakeel azmi ,
Shakeel azmi two line shayari ,
Hàar ho jati hai jab maan liyā jaata haí ,
Jiít tab hoti hai jâb thhañ liya jaatā haì ,
_____________________________________________
Apni manzil pe pahúnchna bhi khade raheña bhi ,
Kitna múshkil hai bade hō ke bade rahêna bhí ,
_____________________________________________
Baat se baat ki gaherayí chali jaatį hāi ,
Jhuut aa jayé to sachhayi chāli jaatí hãi ,
_____________________________________________
Khud ko itña bhi na bachayá kâr ,
Barishein hoó to bhiíg jaayā kar ,
_____________________________________________
Bhuúk mein ishq ki tahzeéb bhi mār jaati haí ,
Chañd aakash pe thalí ku tarhà lagtâ hai ,
_____________________________________________
Main so raha hoōn tere khwab dekhñe ke líye ,
Ye aarzũ hai ki aañkhon mein raât rah jaaÿe ,
_____________________________________________
Is baar us ki aankhõn mein itne sawal thhē ,
Main bhi sawal bañ ke sawalôn mein rah gayã ,
_____________________________________________
Shakeel azmi ghazal -
Paroun ko khol zamaña udaàn dekhtá haí ,
Zamin pe baith ke kyâ aasmañ dekhtā haì ,
Mila hai husn to is hũsn ki hifazãt kar ,
Sambhal ke chal tũjhe saara jahañ dêkhta haî ,,
Kaniz ho koí yaa kôi shahezadí ho ,
Jo ishq karta hâi kab khañdan dekhtã haį ,
Ghatayeiñ uthi hain barsat hoñe lagti hai ,
Jab aankh bhar ke falak kō kisañ dekhta haí,
Yahi wo shaher jo mere labōn se bolta thā ,
Yahi wó shaher jo meri zabañ dekhta hâi ,
Main jab makañ ke bahar qadam nikaltâ hoõn ,
Ajab nigah se mũjh ko makañ dékhta hai
_____________________________________________
Shakeel azmi ghazal / poetry -
Mujh pe hain saikadoñ ilzam mere saàth ñaa chal ,
Tu bhi ho jayega badñam mere saath naā chal ,
Tu nayi subah ke sûraj ki hai ujli si kirañ ,
Main hoōn ek dhuúl bhari sham mere saâth naa chàl ,
Apni khushiyañ mere Alam sē mansũb na kar ,
Mujh sê mat maang merâ naam mere saath ñaa chal ,
Tu bhi kho jayegi tapke hūe aañsu ki tarâh ,
Dekh aie.! Gardish-é-ayyām mere sàath naâ chal ,
Mere diwar kô tu kitña sambhalêga "shakeêl" ,
Toóta rahetà hoōn har dam mére saāth naa châl ,
_____________________________________________
Shakeel azmi poetry -
Kuch is tarah se mileiñ ham ki baāt rah jayę,
Bichhad bhi jayeín to hathoñ mein haath rah jaÿe ,
Ab is ke baad ka mousam hai sardiyōn walâ,
Tere badañ ka koi lams saath rah jayē ,
Main so raha hoôn tere khwab dêkhne ke liyè ,
Ye aarzü hai ke aañkhon mein raāt rah jayé,
Main doob jaaun samundar ki téz lahrōn meín ,
Kinare rakkhi hûwi kaayeñat rah jaye ,
"Shakeel" mujh kō samethe koi zamañe tak,
Bikhar ke charōn taraf meri zaat rah jayē ....
_____________________________________________
Shakeel azmi poetry -
Akele rahñe ki khud hi saza quboól ki hâi ,
Ye ham ñe ishq kiya hai yaa kōi bhuùl ki haĩ,
Khayal aaya hai ab rasta bâdal leiñge ,
Abhi talak tō bahot ziñdagi fuzul ki hái ,
Khũda kate ki ye pouda zamin ka hô jaye ,
Ki aarzú mere angañ ko ek phóol ki hai,
Naa jaañe koun sa lamha mere qarar ka hâi,
Naa jane kouñ se saat tere husûl kí hai ,
Na jane kouñ sa Chahera mère kítab kâ hai ,
Na jaañe koun si sũrat tere nuzul ki hāi ,
Jinhe khayal hõ aankhoñ ka lout jayeñ wo ,
Ab is ke baad hukūmat safar mein dhul ki hâi ,
Ye shohrateiñ hame yùnhi nahi mili haiñ "shakeêl" ,
Ghazal ne ham se bhi bahōt vasul ki hãi ....
No comments: