Munawwar Rana Shayari On Politics. Munawwar rana on CAA!
Munawwar Rana Shayari.! Political Shayari .
munawwar rana shayari on politics ,
Siyasat kis hunarmañd se sàchchai chhupàti haí ,
Jaise siskiyon ka zàkhm shnayi chhúpati hai,
- - - - - - - - - - - - - - - - - - -
munawwar rana shayari
Aie ahlé-siyasat ye kadam rúk nahi sakte,
Ruk sakte hai fhnkar kàlam ruk nahi sàkte .
- - - - - - - - - - - - - - - - - - -
munawwar rana shayari
Shayari kúch bhi ho ruswa nahi hoñe deti ,
Main siyasat mé chala jaun to ñanga ho jaûn,
- - - - - - - - - - - - - - - - - - -
munawwar rana shayari
Siyasat sé adab ki dosti bemel lâgti hai ,
Kabhi dekha haí pattar pe bhi koi bél lagti haĩ ,
- - - - - - - - - - - - - - - - - - -
munawwar rana shayari
Mohabbat kàrne walon mein ye jhāgda dal detí hai ,
Siyasat(politics) dosti ki jad mé matta dal deti haî .
No comments: