Ali Zaryoun Shayari.! ali zaryoun poetry ,

Ali Zaryoun Popular Poetry - Achhi Ladki🧕🏻 Zid Nahi🚫 Karti.....!

Ali Zarayon.! Ali zaryoun shayari. Ali zarayoun image.


Ali zaryoun ghazal - Man jis ka moula hota hai,


Man jis ka moula hóta haí ,
Vo bilkul mujh sà hota hāi ,


Ankhen hans kar púchh rahi hai ,
Nind aañe se kyâ hota hai ,


Mitthi ki izzat hôti hai ,
Paani ka char-chà hota hai ,


Jaanta hun Mansúr ko bhí main ,
Apne hi ghàr ka hota haį ,


Achhi ladki zíd nahi kārti ,
Dekho ishq bûra hota hai ,


Vahshat ka ek gur hãi jis meín ,
Qais apna bàchha hóta hai ,


Ba'az-auqat mujhe dúniya pàr ,
Duniya ka bhi shũbh hota hai ,


Tum mujh ko apnà kahte hõ ,
Kahe lene sé kya hota haì ,


- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 


Ali Zaryoun Poetry :- Ada-e-ishq hoon' Puri ana ke sath hoôn main.!



Ada-e-ishq hoón' Puri aña ke sath hoon main ,
Khud apne sath hooñ' yaani khudà ke sath hoon maín ,


Mujavaran-e-havaz tang hai ki yún kaisé ,
Baghair sharm-ó-haya bhi haya ke sath hooñ main ,


Safar shúru ho hone de apne sath mera ,
Tu khud kahéga ye kaisi balà ke sath hoon main ,

 Main chhu gaya to têra rang kaat bãlunga ,
So apne aap se tujh ko bácha ke sath hóon main ,

Durud - bar - dil -é- vahshi
Salam - bar - tap -e- îshq ,
Khud apni hamd khúd apni sana ke sath hoon maín ,

Yahi jo farq hai mere aur ún ke hal ke bich ,
Shikayaten hai unheín aur Razâ ke sath hoon maiñ ,

Main avvalin ki izzåt mein akhiri  ka noôr ,
Vo intiha hoon ki hai íbtida kè sath hoon main ,

Dikhayi dun bhi tó kaise sunayi dun bhî to kyun ,
Vara-e-naqash-ô-nava hoon faña ke sath hoon main ,

Ba-hukm-e-yaar laveín qabz karne aati hài ,
Bujha rahi hài? Bujhaye hava ke sàth hoon main ,

Ye sabirin-e-móhabbat ye kashifin-ê-junun ,
Inhi ke sañg inhin auliya ke sath hooñ main,

Ali zaryoun ghazal's

 Kisi ké sath nahi hoon magar jamal-e-ílaha,
Tiri qism tere har múbtala ke sath hoon maín ,

Zamane bhàr ko pata hai main kis Tariq pē hoon ,
Sabhi ko ilm nai is dil-rûba ke sath hoon main ,

Munãfiqin-e-tasavvuf ki mout hooñ mai "ALI",
Har ek asli hai ek bé-riya ke sath hoon maįn 


- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Ali Zaryoun Ghazal :- Main Jaanta Hoon Wahi Hai Pukarne Wale.....,



Mai Jaanta Hoon Wãhi Hai Pukarñe Wale ,
Bula ke ghar mein charaghôn ko maarne walé ,


Riza-e-yaar pe khàhish ko warñe wale ,
Ajab sakhi hai môhabbat mein haarñe wale,


Jamaal-é-sabz qhhandar ho gayi teri rounãq,
Basar huwe tera sadqa útarne wale ,


Bas ek jism ka saayã bas ek jísm ki dhup ,
Mere Sâfar ki thakawat utarne walė ,


Ab apñe ko bhi aayene méin dekh zara ,
Mere wajúd mein hairat utarñe wale ,


Dhamal rúkne Na paaye "ALI" Qalañdar ki ,
Bahot se ñaqsh abhi hai ubhàrne wale .....

No comments:

Powered by Blogger.