Rahat Indori ghazal , Bulati hai magar jaane ka nahi'.!Rahat Indori Shayari ,

Rahat Indori famous ghazal  - 'Bulati hai magar jaane ka nahi'

Bulati hai magar jaane ka nahi dp. T shirt.

rahat indori attitude shayari - Bulati hài magar jaane ka ñai ,


Bulati hai magàr jaañe ka nai ,
Yeh duníya hai idhar jaané ka nai ,
Mere béte... kisi se íshq kar ,
Magar had se gúzar jaane ka ñai ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori shayari on love ,


Teri Har baat mohàbbat Méin ganwarà Kar ke ,
Teri Har baat mohàbbat Méin gànwara Kar ke ,
,
Dil Ke bajaar mein baithe hain khàsaara kar ké ,
,
Main wó daríya Hoon ke har búnd Bhanwar haí Jiski ,
,
Tumñe achha hi kiya Hai mûjh se Kinaàra kar ke ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori shayari on love ,


Haath Khàli Hain tere shahér se Jàte Jate ,
Jaan hóti toh meri Jaan Lútate Jate ,
Ab Toh hàr Haath Ka Pãtthar Hameín Pehchanta Hai ,
Umr Gúzri hai tere Shaher Méin aatê Jate ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori attitude shayari ,


Lóo bhi Chalti thi toh baad-é-saba kahete the,
Paanv faílaye andheron ko díya Kahete thé ,
Unka Anjaàm Tujhe yaad nahí hai Shayàd ,
Aur Bhi Lóg The Jo Khud Ko Khúda Kahéte Thé ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori dosti  shayari ,


Ab ña Main Hoon, Nà Baaki Hai Zamané Mere ,
Fir Bhi Màshhoor Hain Shaharón Mein Fasane Mére ,
Ziñdagi Hai To Naye Zàkhm bhi Lag Jayeínge ,
Ab Bhi Baki Haiñ Kayi Dost Puraàne Mére ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori shayari ,


Chahéron Ke liye Aayiñe Kurbaan Kiyé hain ,
Iss Shóuk mein Apne Bade Nuksaàn Kiye Haín ,
Mahéfil Mein Mújhe Gaaliyan Dekar haí Bahut Khúsh ,
Jis shakhs Pàr Maine Bade àhesan Kiye haiñ ..

- - - - - - - - - - - - - - - - - 

rahat indori shayari


Aañkhon mein pani rakho hontho pé chingari ràkho ,
Zinda rahna haí Toh Tarkeebein Bahót saari rakho ,
Ek hí nadi ke hain yeh dó Kinare dostouñ ,
Dostana zíndagi se maut se yaàri rakho ...


No comments:

Powered by Blogger.