Ali zaryoun shayari. Ali zaryoun love poetry
Famous poetry of ali zaryoun ,
Main khush nahi hoon tújhe khud mein mubtàla kar ke ,
Usuli tour pé mar jaana chahíye tha magar ,
Mujhe súkun mila hai tujhe judâ kar ke ,
Ye kyún kaha ki tujhe mujh se pyàar ho jaye,
Tadap útha hoon tere haq meín bad-dua kàr ke ,
Main chàhta hoon kharidar pàr ye khúl jaye,
Naya nàhi hoon rakha hoon yahañ naya kar ke,
Main jutíyon👞 mein bhi baitha hooñ pure man ke sath,
Kisi ñe mujh ko bulaya hai iltija kàr ke ,
Bashar samàjh ke kiya tha na yon nazar-añdaz ,
Le main bhi chhód raha hoon tujhe khúda kar ke,
To phír vo rote hue minnatein bhi mànte hai,
Ji intíha nahi karte hàin ibtida kâr ke ,
Badal chuka hai méra lams nafsíyat us ki ,
Ke rakh diya hài use Maine an-chúa kar ke,
Mana bhí lunga gale bhi laga luñga main "ALI",
Abhi to dékh raha hoon use khafa kār ke ....
No comments: