Waseem Barelvi Shayari! Chand ka khvab ujaloun ki Nazar lagta hai.

Waseem Barelvi Famous Poetry ,

Waseem Barelvi Ghazal,zindagi ghazal,romantic Ghazal,





Waseem barelvi ghazal -


Chand ka khvab ujalón ki Nazar lagtà hai ,
Tu jidhar ho ke guzar Jayé khabar lagta haí,

Uski yaadon né uga ràkkhe hai Súraj itne ,
Sham ka waqt bhi aayé to sahar lagtà hai ,

Ek manzar pe taharne ñahi deti fitràt ,
Umar bhar aankh ki qismàt Meín Safar lagta hai ,

Main Nazar bhar ke teré jism Ko jb dékhta hoon ,
Pahli barish meiñ nahaya sa shajar lâgta hai ,

Be-sahara thhà bahot pyar koi púchta kya ,
Tune kandhé pe jagah dí hai to sar lagta hai,

Teri qurbat ke ye Làmhe use raas aayeín kya .?
 Suba hone ka jise Shaàm se dar lagta haî ..



  - - - - - - - - - - - - - - - - 


Waseem barelvi sad ghazal -


Meri wafaon ka ñasha útarne wala ,
Kahan gàya mujhe Has hàs ké harne walà ,


Hamari jaan gayi jayé dekhña ye haí ,
Kahin nazar mein na aa jayé maarne wàla ,


Bas ek pyar ki bazi hai be-gharaz bàazi ,
Nàa koi jitne wala ' naa koí harne walâ ,


Bhare makan ka bhi apna nasha hài kya jaañe ,
Sharab-khañe mein ratein guzarne wala ,

Main ûs ka din bhi zamañe mein baanth kar ràkh duún ,
Wó meri Raton ko chhup kãr guzarné wala ,


Waseém ham bhi bikharñe ka housla kartê ,
Hame bhi hóta jo koi sanwarñe wala ...



 - - - - - - - - - - - - - - - - 


Waseem barelvi ghazal - 



Zindagi tujh pe ab ilzam køi kyà rakhhe ,
Apña ahesas hi aîsa hai jo tanha rakhhė ,


Kin shikastoún ke shab-ô-roz se guzra hóga ,
Wo mũsawwir jo har ek naqsh adhura ràkhhe ,


Khushq mitthi hi ñe jab paanv jamàne na díye ,
Bahte dariya se phir úmmid kói kya rakhhe ,


Àa gham-e-dóst usi móod pe ho jaun judã ,
Jo mujhe méra hi rahne de naà tera rakhhè ,


Aarzo'un ké bahot khawab to dekho hó "Wàseem" ,
Jaañe kis hal mein be-dard zamanà rakhhe

No comments:

Powered by Blogger.