Rahat indori shayari .! Rahat Indori Attitude Shayari.
Rahat Indori shayari.! Rahat Indori Ghazal ,
rahat indori ghazal
Wafa Ko aazmana chahíye thà ,Hamara Dil dúkana chahiyé tha ,
Aana Na aaña meri marzî hai ,
Tumko to bulàna cháhiye tha ,
Hamari khwàhish ék Ghar ki thhi ,
Use Sara zamaña chahiye thâ ,
Meri ankheín kaha ñaam huwi thi ,
Samundar Ko bahaña chahiyé thà ,
Jaha pr pahunchna Maí chahta hoôn ,
Wahan pe pahunch Jaña chahiyé thã ,
Hamara zakhm purana bahót haí ,
chargar bhi pûrana chahiyé tha ,
Mujh se pahlé wo kisi aúr ki thi ,
Magar kuch shayàrana chahíye tha ,
Chalo mana ke chhóti baat hai pár ,
Tumhe sab kuch batåna chahiyé tha ,
Tera bhi shaher mé koi nahi thà ,
Mujhe bhi ék thhikaña chahiye tha ,
Ke kis ko kis tàrha se bhúlte hain ,
Tumhe mújh ko síkana chahiye tha ,
Aisa lagta hai lahoo meín hum kó ,
Kalam kó bhi dubana chāhiye tha ,
Ab mere sàth rah ke tañza na kar ,
Tujhė jana thha ' jana chahìye tha ,
Kya bas maiñe hi ki haį bewafai ,
Jo bhi sàch hai bataña chahiye tha ,
Meri barbadi pé wo chahtà hai ,
Mujhe bhi muskúrana chahiye thá ,
Bas ek tu hi mére sath meiñ hai ,
Tujhe bhi róoth jana chahíye tha ,
Hamare pàs jo ye fhn hai Míyan ,
Hame is se kamaña chahíye tha ,
Ab ye Tàj ki kam ka hai ,
Hame sar(head) ko bachaña chahiye tha ,
Usi kó yaad rakhña Umar bhar ,
Kr jísko bhool jaña chahiye tha ,
Mujhse bāat bhi karni thhí usko ,
Gale se bhi làgana chahiye thá ,
Usne pyar se búlaya tha hamé ,
Mar ke bhi aaña chahíye tha ,
Tumhe 'Satlaj' use pañe ki khatîr ,
Kabhi khûd ko gawana chahįye tha ..
No comments: