Khtam-e-sher-e-tufan thha dúr thhi siyahi bhî ,
Dam ke dam mein Afsàna thhi méri tabahi bhi ,
Eltifat samjhun ya bérukhi kahon ís Ko ,
Raha gayi khalish bn kàr uski kamñigahi bhi,
Yaad kar wo din jís din teri sakhtàgiri pàr,
Ashak bhr ke uthi thhi meri begúnahi bhi ,
Shamma bhi ujala bhi måi hi apni mahfíl ka,
Mai hi apni Manzil ka ràhbar bhi Rahí bhi ,
Gumbadon se pàlati hai apñi hi sada "MAJROOH",
masjidon me ki Jake mâine dadkhwahi bhĩ ...
- - - - - - - - - - - - - - - - - -
Jo raat meri subh ki mahràm tô nahi hai ,
Suraj se tera rang-e-hina kām to nahi haí ,
Kuch zakhm hi khaye chaló kuch gûl hi khilayen ,
Har-chand baharan ka yë mousam tó nahi hài ,
Chahe wó kisi ka ho lahú damañ-e-gul par ,
Sayyad ye kãl raat ki shabñam to nahi haí ,
Itní bhi hamein bandish-e-gham kab thí gàwara ,
Pardé mein teri kakul-e-pur-kham tō nahi hāi ,
Àb kargah-e-dahr mein lagtà haí bahot dil ,
Aie.! Dóst kahi ye bhi terã gham tô nahi hai ,
Sahra mein bagula bhi hai "Majrúh" sabâ bhi ,
Ham sa kôi aawara-e-alam to ñahi hài ....
- - - - - - - - - - - - - - - - - -
Is baagh mein wo sãng ké qabil kaha naa jayê ,
Jab tak kisi samar kõ mera dil kaha naa jaye ,
Shakhón pe nok-ē-tegh se kya kya khilé hain phool ,
Andaz-ę-lala-kari-e-qatil kaha ñaa jayê ,
Kis ke lahu kê rang hain yé khar shõkh-rāng ,
Kya gûl katar gayi rah-e-mañzil kaha naa jayé ,
Bàran ke muñtazir hain samúndar pe tishna-lab ,
Ahwal - ę - mezbañi - e - sahil kahã naa jayê ,
Mere hi sañg-o-khisht sê tamir -ę - bam - o - dar ,
Mere hi ghar kô shahr meiñ shamil kaha naâ jaye ,
Zindan khula hai jâb se huwe hain riha asíir ,
Har gham hai wo shor-ê-salasil kahá naa jayé ,
Ham ahl-e-ishq mein nahí harf-e-gûnah se kàm ,
Wó harf-e-shoúkh jo sar-e-màhfil kàha naa jaye ,
Jíis haath mein hai tegh-ē-jafa ús ka naam lô ,
"Majrúh" se to sayé ko qatíl kaha ñaa jaye ...
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments: