Zubair Ali Tabish shayari , Romantic Shayari , love poetry .

Read Famous Shayari of Zubair Ali Tabish , 

Zubair Ali Tabish Shayari ! Zubair Ali Tabish Shayari Images

Zubair Ali Tabish Shayari ,


Àaj to díl ke dard par hans kàr,
Dard ka díl dukha diya màin ne ,


Âpna kangan samàjh rahé ho kya ,?
Aúr kitna ghumaóge mujh kó ,


Wó jis ne aankh ata ki hai dékhne ke líye,
Usi kó chhod ke sàb kuch dikhayi déta hai .

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Zubair Ali Tabish Ghazal ~ Vo Paas Kya Zara Sa Muskura Ke Baith Gàya,


Vo paas kya Zara sa muskúra ke baîth gaya,
Main is mazaq ko Dil se laga ké baith gaya,

Jb us ki bazm mein dar-ó-rasam ki bàt Chali,
Main jhat se uth gaya aúr aage aa ke baith gaya,

Darakht kaat ke Jb thaq gàya lakad-hara,
To ek darakht ke saayè mein Jaké baith gaya,

Tumharé darse maín kab úthna chahta Thha magâr,
Ye Mera Dil hai ki mújh Ko utha ke baíth gaya,

Jo mere vasate kursí lagaya Kàrta thha,
Vo meri kursi se kúrsi laga ké baith gaya,

Phir us kē baad kayi lóg ûth ke jàané lage,
Main uth ke jàane kà nuskha bata ke baith gaya...


- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Zubair Ali Tabish Ghazal ~ Dil phír us kuche meín jaane wala hài , 


Dil phír us kuche meín jaane wala hài , 
Baithe - baithé thókar khane walà hai ,

Tark-ę-ta'allúq ka dhadka sa haí dil ko ,
Wo mujh ko ek baàt batañe wala hai ,

Kitné adàb se baithé hain sukhe poude ,
Jaíse badal shér sunane wala hài ,


Ye màt soch saraÿe par kya bitégi ,
Tu to bas ék raat bitane walà hai ,

Intón ko aapàs meín milane wala shaks ,
Asl méin ek diwar uthañe wala hai ,

Gaàdi ki raftar mein aayi hai sústi ,
Shayàd ab statión aane wala hâi ,

Aàkhri hichkíi leni hài ab aa jao ,
Baad meín tum kó kon bulané wala hai ....


- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - 

Zubair Ali Tabish Poetry ..


Ab us ka vasl mahénga chal raha haí ,
To bàs yaadon pe kharchà chal ràha hai ,

Móhabbat do - qadàm par thak gayi thí ,
Magar ye hijr kítna chàl raha haì ,

Bahót hi dhiré dhire chal rahé hò ,
Tumharé zaheñ mein kya chal ràha hai .?

Bas ek hi dóst hai dúniya mein apna ,
Magàr us se bhi jhagda chal raha haí ,

Dilón ko todne ka fan haî túm meiñ ,
Túmhara kaam kaisa chal raha hâi ,

Sabhí yaron ke maqte ho chuké haiñ ,
Hamara pahéla misrà chal râha hai ,

Ye "Tabish" kyà hai bas ek khóta sikka ,
Magar ye khota síkka chal raha haį ...

No comments:

Powered by Blogger.