Tahzeeb Hafi Romantic Shayari | Jb Us Ki Tasveer Banaya Karta Tha.

Tahzeeb Hafi Beautiful Poetry !

Tahzeeb Hafi Images ! Tahzeeb Hafi Shayari images.

{ Tahzeeb hafi ,, 5 - December -1989 kó Rithda ,tahsil tousa Sharif (zila dera Ghazi Khañ) pakistàn , me paida huwé ,, tahzeeb hafi ne Mehran Universite se Softwaré engineering kiya , aur phir bàd me Bahavalpur University se urdu me MA kíya , tahzeeb hafi jo bi shàks shayari mein thódi bahot bi dilchasbi dikata hai yaa jis bi insan ko shayari pasand hai ,wo shaks tahzeeb hafi ko aur inke sher kó achhi tarah se jante honge,, tahzeeb hafi in dino mushairon ki duniya ke bé-tash badshah hai,, inki shayari mein urdu ki mithas ,urdu kà adab ,laheja,nazakat sabhi dekhne ko mílti hai,, tahzeeb hafi ko Híndustan aur pakistan dono mumalik mein bahot zyada pasànd kiya jata hai , friends aaj aap ko is póst mein , tahzeeb hafi ki bahot hi khubsurat aur famous ghazal "jb uskí tasvéer" puri ghazal padhne ko mile gi ,,ummid hai aapko ye post pasañd aaye gí... }

Tahzeeb hafi romantic Ghazal - 


Jb us ki tasvéer bañaya karta thha ,
Kamra rangón se bhar jaaya karta thhà ,

Ped mujhe Hàsrat ze dekha karte thhé ,
Main jangal mein Paañi laya karta thha ,

Thak jaata thha Badal Saàya karte-karté ,
Aur phir maîn badal pe Saaya kartā thha ,

Baitha rahta thha sahíl pe saara diñ ,
Daríya mújh se Jaan chhudaya karta thha ,

Bint-é-sahra rutha Karti thhi mújh se,
Main sahra se ret churaya kàrta thha ....

No comments:

Powered by Blogger.