Famous poetry of tahzeeb hafi ,
{ tahzeeb hafi's most searched and most famous ghazal's }
Tahzeeb hafi popular poetry - Parayi aag pe roti nahi banaúnga .
Parayi aag🔥 pe roti nàhi banaunga ,
Main bhig jaauñga ! Chhatrí☂️ nahi banaunga ,
Agar khuda ne banane ka íkhtiyar diya ,
Alàm banaunga ! Barchhi nahí banaunga ,
Parayi aag🔥 pe roti nàhi ,,,,,,
Fareb de ke tera jism Jeét lun Lekin ,
Main ped kaat ké kashti nahi banauñga ,
Gali se koi bhi gúzre to chaonk uthha hoon ,
Naye Makàn mein khidki nahi bañaunga ,
Main Dushmanou sé agar Jang Jeet bhi jaaun ,
To unki aurateín👩 Qaídi nahi banaunga ,
Tumhé pata to chalé be-zaban chíiz ka dukh ,
Main ab charagh ki lau hí nahi banaunga ,
Main ek Film banàunga ! Apné 'sarvat' par ,
Aur is meiñ rail🚞 ki patri🛤️ nahí banaunga .....
Parayi aag🔥 pe roti nàhi ,,,,,,
______________________________________
Tahzeeb hafi most famous ghazal - Naa nind aur ña khawabón se aankh bharní hāi ,
Naa nind aur ña khawabón se aankh bharní hāi ,
Ki us se ham ñe tújhe dekhne ki karni haí ,,
Kisi darakht ki hiddāt mein din gùzarna hâi ,
Kisi charagh ki chhañv mein raât karni hai
Naa nind aur ña khawabón se aankh ,,,,,,
Wo phool aur kisi shakh par nāhi khũlna ,
Wo zulf sirf mere haàth se sanwarñi häî ..
Tamam naà - khuda sahil se doór ho jayéiñ ,
Samúndaroun se akele meiñ baât karni hai ,
Hamare ganv ka har phoōl marñe wala hāi ,
Ab us gali se wo khushbù nahi gûzarní hai ,
Tere ziyan pe main apna ziyan ña kar baithũn ,
Ke mujh murid ka murshid "Owais - qarñi" hãi
Naa nind aur ña khawabón se aankh ,,,,,,
No comments: