liaqat jafri shayari , urdu shayar , love poetry ,

Read famous poetry of liaqat jafri ,,

Liaqat Jafari Shayari,Love Shayari Images

Liaqat jafri ghazal - Khamoshi ko sada mein rakkha gàya ,


Khamoshi ko sada mein rakkha gàya ,
Ek jadu hava mein rakkhâ gaya ,


Chak-e-jan se utar kar kúza ,
Sahn-e-aa-bo-hava mein rakkha gàya ,


Phir muratab kiye gaye jàzbat ,
Ishq ko ibtida meiñ rakkha gaya ,


Sang-e-búniyad thhi khalaon ki ,
Ek patthar hava meín rakkha gaya ,


Ek koñpal sajaye achkan pr ,
Ek Khanjar qaba mein rakkha gayà ,


Ek dariya utha ké laya gaya ,
Dasht-e-karb-ó-bala mein rakkha gaya ,


Mushtahar ki gayi dua'yeín bahut ,
Aur asar bad-dua meîn rakkha gaya ,


Mujhko takhlif se gúzara gaya ,
Aur khuda ki raza meiñ rakkha gaya ,


Inki shafat ho chúke sare ,
Moujaze ko aaiñe mein rakkha gaya .....


_________________________________

Liaqat jafri famous ghazal - Kitna dushwar hai jazbón ki tijarât karña ,


Kitna dushwar hai jazbón ki tijarât karña ,
Ek hi shaks se dō baar mohabbât karnã ,


Jis ko tûm chaho koi aur na chahe ũs ko ,
Is ko kahéte hain mohabbāt meín siyasat karña ,


Surmayį aankh , hasiñ jism , gulabi chaherā ,
Is ko kahéte haín khitabat pē khitabat karnā ,


Dil ki takhti pé bhi aayāt likhi raheti haí ,
Waqt mil jaye tó un ki bhi tilawât karña ,


Dekh lena badi taskin milégi tûm kõ ,
Khud se ek rõz kabhi apñi shikayât karnã ,


Jis mein kûch qabareín ho , kūch chahere hō , kuch yāadeín ho ,
Kitna dushwar hai ús shaher se hijrât karña ..


_________________________________

Liaqat jafri ghazal - Ajib log the wō Titliyàn banate the ,


Ajib log the wō Titliyàn banate the ,
Samundaroún ke liye sipiyãn bañate the ,


Wahi banate thé lohe ko tõd kar taāla ,
Phir us ke baad wahi chabiÿan bañate thē ,


Mere qabilé mein taalim ka riwāj ña tha ,
Mere buzūrg magâr takhtíyan bañate thê ,


Fuzul waqt mein wo saarē shishagâr mil kār ,
Suhaganóun ke lìye chudiÿan bañate thē .... 



No comments:

Powered by Blogger.