Famous poetry of Majruh Sultanpuri ..
Majruh Sultanpuri ghazal -
Aa nikal ke maidan mein do rúkhi ke khane se ,
Kaam chal nahi Sakta à b kisi bahañe se ,
Ahd-e-inqalab aaya daur-è-aftab aà ya ,
Muntazir thhi ye ankheÃn jis ki ek zamane sé ,
Ab zamin gayégi hal ke saaz pà r naghme ,
Vadiyon mein nacheñge har taraf tarañe se,
Ahl-e-dil ugayenge khaqh sé mah-o-anjum ,
Ab gouhar subuk hoga jau ke Dané se ,
Manchale bunenge ab rañg-o-bu ke pairahan ,
Bn savar ke niklega húsn kar - khane sê ,
Aam hoga ab hà m-dam sb pe FaÃz fitrat ka,
Bhar sakeñge ab Daman ham bhà is khazane se ,
Main ki ek muhnat kash maÃn ki tirgi Dushmà n ,
Subh-e-nau ibarat hai mére muskurane sę ,
Khud-khushi hi raas aayà dekh bad-nasibon kó ,
Ḳhúd se bhi gureza hai bhà g kar zamane se ,
Ab junun pe vo saat à a padi ke aie.! "majruh" ,
Aaj zakhm-e-sar bà hetar Dil pe chhot khañe se .....
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Majruh Sultanpuri ghazal ,
Koà ham-dà m na raha koi sahara nà raha ,
Hám kisi ke ña rahe kói hamara na rà ha ,
Sham tañhayi ki hai aayegi mañzil kaisé ,
Jó mujhe raah dÃkha de vahi taà ra n'a raha ,
Aie .! Nazaró na hanso mÃl na sakuñga tum se ,
Tum Mére ho na saké main bhi túmhara na raha ,
Kya bataun mà in kahañ yunhi chala jaà ta hún,
Jó mujhe phÃr se bula le vó ishara ña rahà ...
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Majruh Sultanpuri ghazal ,
Dúur - duur mujh se vó is tarah khiraman hai,
Har qadà m haà naqsh-ê-dil hà r nigah rag-ę-jan haà ,
Ban gayà hai masti meiñ dil ki baat hangamà ,
Qatra thi jó saghar mein lab tà k aa ke túfan haà ,
Hà m to pa-é-jan par kà r bhi aayé ek sajda,
Sochti rahà dúniya kufr hai kà iman hai ,
Mere shikwa-é-gham se alam-ê-nadamat meiñ ,
is lab-é-tabassúm par shama si farózan hai ,
Ye niyaz-ê-gham-khavarà ye shikast-é-dildarà ,
Bas navazish-e-jañan dil bahót pareshan haà ,
MuntazÃr hain phir merê hadse zamane ke ,
Phir mera junún teri bà zm mein ghazal-khvà n haà ,
FÃkr kya unhen jb tú sath haà asirón ke ,
Aie.! Gham-é-asiri tu khúd shikast-ę-zindan hà i ,
Apni apnà himmat hai apña apnà dil "Majruh" ,
ZÃndagi bhi arzan hai moút bhi faravañ hai ...
No comments: