Manzar bhopali ghazal , Manzar bhopali shayari , Romantic ghazal ,
Modern Urdu Poet Manzar Bhopà li Best Shayari / Ghazà l -
Romantic Ghazal - Is ko pahli bà r khat 💌 likha tó dil dhadaka bahut,
Is ko pahlà bar khà t 💌 likha to dil dhadaka bahút ,
Kya jawà b aayega, kaise aayéga, dar thha bà hut ,
Jaan dé denge agar duniya ne róka Rasta ,
Aur koà hal na nikla hum ne tó socha bahút ,
Ab samjh léte hai mithe lafzon ki kà dwahatein,
Ho gà ya hai zindagi ka tajúrba thoda bahut ,
Soch lo pà hle hamare hath me phir hath dó ,
Ishaq walon ke liye hai aag ké dariya bahút ,
Wo thhi añgan me padosi ke,mai ghar kà chhat pe thha ,
Duriyún ne aaj bhi dono kó tadpaya bahut ,
Is se pahlé to kabhi yehsas hota nahi ña thha ,
Tujh se mil kà r sochte hai roo lÃye tanha bahut ,
Aankh hoti tó nazar aa jaate chale pañw ké ,
Sach ko kÿa dekhega apna shà har hai añda bahut ...
Manzar Bhopali Ghazal - aankh bhar aayi kisi se jo mulakat huyi,
Manzar Bhopali Ghazal ; Be-amal kó duniya mein raahatein nà hi milti,
Be-amal ko duñiya mein raahatéin nahi milti,
Doston dua'on se janñatein nahi miltÃ,
Is naye zamañe ke aadami adhúre hain,
Sooratein to miltà hai, seératein nahi milti,
Apne bal pe ladti hâi apni juñg har peedhi ,
Naam se buzúrgon ki azmateÃn nahi milti,
Jo parÃndein aandhi ka samaña nahi karte,
Unko aasmáno ki raftein nà hi milti,
Is chamañ mein gul booté khoon nahatein hain,
Sab ko hi gulabón ki kismatein nahi miltì ..
Shoharaton pe itara kar khud ko jo khuda samjhe,
Manzar aese logon ki turbatein nahin milti...
No comments: