Parveen shakir poetry , Parveen shakir ghazal ,
Parveen shakir ghazal ,
Parveen Shakir Ghazal -- Jism aur eklouta kambal bhigta hai Sath-Sath
Tera ghar mera jañgal bhigta hai Sâth-Sath,
Aeisi barsateín ki badal bhigta hai Sath-Sàth,
Bachpané ka sath hai phir se donoún ke dukh ,
Raat kà aur mera aanchal bhigta hai Sath-Sāth ,
Wo ajàb duniya ki sb khanzar-bà-khfha phírte hai aur ,
Kañch ke pyalon me sandal bhigta haî Sath-Sãth ,
Barish-é-sang-e-malàmt me bhi wo hamrah hai ,
Mai bhi bhigun khúd bhi pagal bhigta hai Sâth-Sath ,
Ladkiyón ke dukh ajab hote hai sukh ússe ajib ,
Hansi ràhi hai aur kajal bhigta hai Sâth-Sath ,
Barishen jhàde ki aur tanha bahut méra kisan,
Jism aur ek louta kambal bhígta hai Sath-Sāth ..........,
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Parveen Shakir Ghazal --Kuch faisala to ho ki kidar jaana chahiye,
Pani ko ab tó sar se guzar jaaña chahiye ,
Har bar yediyon pé gira hai méra lahu(blod) ,
Maktal me ab batarje-thígar jaana chàhiye ,
Sara jawar-bhàta mere dil me haí magar ,
Ilzam ye bhi chand ke sàr jaana chahíye ,
Jb bhi gaye azab-é-dar-o-bam thha wâhi ,
Aakhir ko kitni dér se ghar jaaña chahiye ,
Tohmat laga ke MAA pé dushman se dàt le ,
Aeise sukun pàrast ko mar jaàna chahiye ......,
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Parveen Shakir Ghazal -- Hawa bhi sans leti ho jidar Ahista-Ahista
Khulegi is ñazar pe chashme tàr Ahista-Ahista,Kiya jaata hai paañi me safar Ahísta-Ahista,
Koi zanjir phir wapàs wahi pr leke aatí hai,
Katin ho rah tó chhuth ta hai ghâr Ahista-Ahista,
Badal dena haí rasta, ya kahi pr baith jaaña hai,
Ki thakta jàa raha hai hamsafar Ahistà-Ahista,
Khalish ké sath is dil se meri jaan na ñikal jaye,
Khinche tir-e-shanàsayi Ahista-Ahîsta,
Huaa hai sarkàshi me phool ka apña ziya dekha,
So chhókta jaa Raha hai ab ye sar Ahistà-Ahista,
Meri shóula-mizaji ko jangal kaise raàs aaye,
Hawa bhí sans leti ho jidar Ahìsta-Ahista.......,
No comments: