Jaun elia ghazal ! Jaun elia poetry , - Ek hi shakhs thha jahan me kya,

Famous Poetry Of Jaun Elia .., 

Jaun Elia Shayari,jaun Elia quotes.,

Jaun Elia ghazal -- Ek hi shakhs thha jahan me kya,


Umar guzregi imtehàn me kyâ ,?
Dagh hee deñge mujh ko daan mé kya ,?

Meri hr baat bé-asar hee ràhi ,?
Naks hai kúch mere bayan me kyâ ,?

Muhj ko to koi tókta bhi nahî ,
Yahi hota hai khandañ mė kya ,?

Apni mahrumiyañ chhúpate hai,
Ham gharib ki aañ-baan me kyâ ,?

Khud ko jaaña juda zamáne se ,
Aa gaya thha mére gúman me kya ,?

Sham hi se dukan-e-did haí band ,
Nahi nuksañ tk dúkan me kya ,?

Ye mere súbh-o-sham-é-dil ki shafhk ,
Tu nahati hai àb bhi ban mé kya ,?

Bolte kyon ñahi mere hâq me ,
Aabale pad gaye jaban  mé kyā ,?

Khmushi kàh rahi hai kaañ me kyà ,?
Aa raha hai mere gúman me kÿa ,?

Dil ki aate hai jis ko dhyàn bahót ,
Khud bhi aata hai apne dhyañ mé kya ,?

Wo mile to ye puchña hai mújhe ,
Ab bhi hun mai tere amañ me kyà ,?

Yon jo takta hai aasman kó tu ,
Koi rahta hài aasman mé kya ,?

Hai nasim-e-bahar gàrd-aalúd ,
Khak udhti hai us makañ me kyâ ,?

Ye mujhe chain kyún nahi pàdta,
Ek hi shakhs thha jahañ mé kya ,?


_____________________________________________

 Jaun Elia Ghazal - Aadami waqt pr gaya hoga,


Aadami waqt pr gayà hóga ,
Waqt pahle gúzar gaya hogà ,

Wo hamari taraf na dékh ke bhí ,
Koi yehsan kàr gaya hóga ,

Khud se mayus ho ke baítha hún ,
Aaj har shákhs mar gaya hogà ,

Sham tere dayar mé aakhír ,
Koi to apne ghàr gaya hóga ,

Marham-é-hijr thha ajab ÿeksar ,
Ab to har shakhs bhàr gaya hôga ...

_____________________________________________


Related Posts--


No comments:

Powered by Blogger.