Anwar masood ghazal ,Anwar masood shayari,,,
Best Poetry Of Anwar Masood !
Anwar masood ghazal - Us hasin ke khayal me rahena ..
Us hasin ke khà yal mein raheña ,Alam-e-be-mÃsal mein rahéna ,
kà b talak ruh ke parÃnde ka ,
Ék mitti ke jaal mein rahenà ,
ab yà hi naghmagi ki núdrat hai ,
sur méin rahna, Naa taal mein rahêna ,
be-asà r kar gaya hai vaa'Ãz ko ,
har ghadi qÃl-o-qal mein raheña ,
'Anwar' ús ne na main ne chhóda hai ,
Apne-apne khayal méin rahenâ ...,
Maine "Anwar" isliye bandhi kalayi par ghà dî.
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Anwar masood ghazal - Padh bhi na paye the ki wo mitha bhi gayi thhi
Padh bhi na paye thhé ki wo mitha bhi gayi thà ,
bijli ne ghtaon pé jo tahrir lÃkhi thi,
Chup sà dh ke baithe the sâbhi lóg vahan par,
Parde pe jô tasvir thà kuch bol rahi thì,
Lahrate húwe aaye the vo amañ ka parcham,
Parcham kó uthaye hue neze kà ani thi,
Dube hue taron pé main kyà ashk bahata,
Chadhte hue súraj se meri aänkh ladhi thÃ,
Is waqt và han kaun dhuan dekhñe jaye,
Akhbar me padh lenge kahà n aag lagi thî,
Shabñam ki taravish sé bhi dukhta tha dil-é-zar,
Ghanghor ghà taon ko barasñe ki padhi thi,
Palkon ke sità re bhu udha lé gaye 'ANWAR',
Wo dard ki aandhi thi sar-é-sham chà l thi...,
No comments: