Waseem barelvi shayari , Waseem Barelvi Ghazal ,
Waseem Barelvi's Famous Shayari and Ghazal ,
Waseem Barelvi 2 Line Shayari-
Raat Ke Túkado Pe Palna Chhód De,
Shama Se Kahéna Ke Jalñaa Chhod De..
______________________________________
Waseem Barelvi Shayari ,
Koi Dar Khóle Naa Kholé Hàm Pukare Jayeinge ...
______________________________________
Waseem Barelvi Shayari ,
Kisi Se Kói Bhi Ûmmid Rakhna Chhod Kar Dékho ,
To Ye Rishtę Nibhâna Kís qadar Asaan Ho Jayé ...
______________________________________
Waseem Barelvi Ghazal --
nayi umróun (new generation) ke khud múqhtariyon ko kon samjhaye ,
kahan se bach ké chalna hai kahan jaana zarurí hai ,
thhke hare parínde jab basere ke liye loute ,
saliqamañd shakhon ka lachhak jaana zarúri hai ,
bahót bebak aankhon mein ta’alluq teék nahi pata ,
mohabbat meiñ kashish rakhane ko sharmana zarurí hai ,
salíqa hee nahi shayad use mahésus karne ka ,
jo kahéta hai khuda hai to nazar aaña zaruri hai ,
mere honton💋 pe apni pyàs rakh do aur phir sócho ,
ké is ke bad bhi duniya mein kúch pana zaruri haí ..
______________________________________
Waseem Barelvi Famous Poetry -- Mãin is úmmid pe dũba ke tu bacha léga
Mãin is úmmid pe dũba ke tu bacha léga ,
Ab is ke baad mera ímtehan kyà lega ,
Ye ek mela haí, wada kisi se kya legā ,
Dhalega dín🌇 to har ek apna rastá lega ,
Màin bujh gaya to hamèsha ko bujh hee jaunga ,
Koi charagh nahí hun jo phir jalaa léga ,
Kaléja chahiye dúshman se dushmani ke liye ,
Jo be-amal ho wo bàdla kisi se kya lega ,
Hazàr tod ke aa-jaaun use rishta “Waseem”,
Maín jaanta hoon, wo jab chahéga bula lega ..
No comments: