Ahmad faraz sher , Ahmad Faraz shayari,,

Top 10 Ahmad Faraz 2 lines shayari ,

Ahmad Faraz shayari in hindi, ahmad faraz quotes, 2 line shayari



hello friends ,, guy'z aaj is post mein aap sab ko pakistan ke bahot hi mashhur shayar , urdu shayari ke  legend shayar ahmad faraz ji ke 10 famous sher dekhne ko milegi  , ahmad faraz sirf pakistan hi mein nahi balki hindustan aur aas - pass ke digar mumalik mein bhi jane aur pahechane jatein hain , }

Ahmad Faraz sher , 


Wo Roz Dekhta Hai Dúbe Hue Suraj⛅ Ko "Faraz" ,
Kaash Main Bhi Kísi Sham Ka Mañzar Hota.

_____________________________________

Ahmad Faraz shayari , 


Mere Lafzon Ki Pahéchan Agar Kar Leta Wó "Faraz",
 Use Mujse Nahi Khud Se Móhabbat Ho Jati.


_____________________________________


Ahmad Faraz shayari ,



Hath Zákhmi Hua Kuch Apni Hee Khata Thí "Faraz",
Maine Kismat Ke Lakíron Ko Mitaña Chaha.


_____________________________________

 

Ahmad Faraz shayari on life ,



Apne Hee Hote Hai Jo Díl Pe War Karte Hai "Faraz",
   Warna Gairon Ko Kya Khâbar Ki Dil Ki Jagah Kón See Hai ...


_____________________________________


Ahmad Faraz shayari on love ,



Bach Na Saka Khúda Bhi Móhabbat Ke Takaazon Se "Faraz" ,
Ék Mahboob Kee Khatir Sara Jahan Bana Dala ...

Ahmad Faraz Poetry

_____________________________________

Ahmad Faraz shayari ,



Is Tarah Goúr Se Mat Dekh Mera Hàth Aei "Faraz"
    In Laqirón Mein Hasraton Ke Siwa Kúch Bhi Nahi.


_____________________________________


Ahmad Faraz shayari ,



Ek Nafrat Hee Nahi Duniya Mein Dard Ka Sabab "Faraz" ,
    Mohabbat Bhí Sakoon Walon Ko Badi Taklif deti hài ..

_____________________________________


Ahmad Faraz shayari ,



 Sab Ké Waste Laye Hain Kapde Sàle Se,
 Làye Hain Mere Liye Qaidi Ka Kambal Jaíl Se.

_____________________________________


Ahmad Faraz shayari ,



Warna Ab Talak Yún Tha Khwaahishó Ki Baarish Mein,
 Yaa To Toót Kar Roya Yaa Ghazal-Saraai Kí .


_____________________________________


Ahmad Faraz shayari ,



 Us Shàkhs Se Bas Itna Sa Talluk Hâi Faraz
    Wo Pareshan Hó To Humein Nínd Nahi Aàti .


No comments:

Powered by Blogger.