Anwar masood ki shayari , Anwar masood quotes ,
Best Shayari Collection Of Anwar Masood!
Anwar Masood Shayari !
Yé dil-e-nadan kisi ka rúthna mat yaad kar ,
Aatapkega koi aànsu bhi is jhagadé ke bich..
____________________________________
Anwar Masood Shayari !
Be-hirs-ó-gharzh karz ada kijiye apña ,Jis tarha police karti hai chalan wàgaira .
____________________________________
Anwar Masood Shayari
Dil sulâgta hai tere sard ravaíye se mera ,Dek ab barfh ne kya aàg laga rhakkí hai ..
____________________________________
Anwar Masood Shayari
Aankheín bhi hai rasta bhi charaghón ki jeeya bhi ,Sb kúch hai magar kuch bhi sujhayí nahi deta ..
Ajib lutfa tha nadañiyon ke aalam meín,
Anwar Masood Shayari
Aàsman apne iradón me magan hai lekin ,Aadami apne khyalat liye fhîrta hai ...
Anwar Masood Shayari
Haan mújhe urdu hai panjabi se bhí badh kar Aziz ,Shúkr hai "Anwar" meri socheín ilakayi nàhi ..
____________________________________
Anwar Masood Shayari
Jo Hasña hasana hota hai ,Rone ko chhupana hóta hai ..
____________________________________
Anwar Masood Shayari
Juda hogi kàsak dil se na ús kee ,Juda hote huwe achcha làga thha ..
____________________________________
Anwar Masood funny Shayari
Urdu se hó kyuñ bezar ' english se kyun itna pyar ,Chhódo bhi yé ratta yaar "twinkle twinkle Little star"..
Anwar Masood Poetry - Kyun Kisi Aur Ko Dukh Dard sunaon apne,
Kyún kisi aur ko dukh-dard sunaún apne ,
Apni aankho mein bhi Main zàkham chupaûn apne ,
Main tó qayam hun tere gham kí badolat warna ,
Yoon bhíkhar jaun ki khud ke haath na aaún apne ,
Shér logon ko bahut yaad hai aurón ke liye ,
Tu míle to main tujhe sher sunaun apñe ,
Tére raaste ka jo kanta bhi mayassar aaye ,
Main use shauk se kaalar pe sajaún apne ,
Sóchta hoon ki bujha dun main ye kamre ka díya ,
Apne saye ko bhi kyún sath jagaun apñe ..
No comments: