Nida fazli shayari . Nida fazli ghazal . Best 2 liner shayari

Famous Shayari Of Nida Fazli ..

Nida Fazli  Shayari In Hindi,nida fazli shayari Urdu,nida Fazli ghazal .,

Nida Fazli Shayari .. 


Kabhi húm bhi is ke kareeb thhe, dílo jaan se badh ke aziz thhé ,
Magar aaj aeise míla hai wo, kabhi pàhle jaise mila ña ho ...


___________________________________

Nida fazli shayari ,,


Ajíb shakh's hai naraaz hoke hañsta haí ,
Main chahta hoón khafa ho to khafa hee lagè ...

___________________________________

Nida fazli shayari


Deñe wale ne diya sab kuchh ajâb andaaz se ,
Saamne duñiya padì hai aur utha sakte ñahi ..

___________________________________

Nida fazli shayari


Is añdhere me to thhókar hee ujala degi,
Raat jungal me kói sham'aa jalane sé rahi

___________________________________

Nida fazli shayari


Zarúri kya hr ek mahfil me bāithe,
Ta'alluk ki ravàa-daru se bachîye.

___________________________________

Nida fazli shayari


Us ko rúkhsat to kiya thha mujhé malom na thha ,
Sara ghar lé gaya ghar chhod ke jaañe wala,

___________________________________

Nida Fazli Ghazal -- Baat kam kije zahanat ko chhipate rahiye,



Baat kam kíje jahanat ko chhipate rahíye,
Ajnàbi shaher hai ye, dost bañate rahiye,

Dúshmani lakh sahi, khatam na kíje rishta,
Dil mile ña mile, haath milàte rahíye,

Yé to chahare ki shabaht húvi tasvir nahi,
Is pe kuch rañg abhi aur chadhate rahìye,

Ghàm hain awara akéle me bhatak jata hai,
Jis jagah bhi ràhiye, milte milaté rahiye,

Jane kab chând bikhar jaye ghane júngle me,
Ghar kee choukhat pe koi deép jalate rahiyé ...


___________________________________

Nida Fazli Ghazal -- Kuch tabiyat hee mili thhi aeisi chain se jeene ki soorat na hui,



Kuch tàbiyat hee mili thhi aeisi chain se jeene ki soorat na húwi ,
jis ko chàha use apna na sàke,
 jo milā usse mohabbat ña huwi ,

Jís se jab tak mile dil hée se mile' dil jo badla toh fasaana badla,
rasm-é-duniya ko nibhaàne ke liye hum se rishton ki tijaarat na huwí ,

Door se thha wo kayì chaheron mein
paas se kói bhi waisa na laga ,
bewafaai bhi úsi ka thha chalan phir kisi se ye shikaayat ña huwi ,

Chhód kr ghar ko kahi jaane se ghar mein rehne kí ibaadat thi bàdi ,
jhooth mashhoór hua Raja kà sach kee sañsaar mein shohrat na hūwi ,

Wàqt rootha raha bachche ki tarah raah mein koi khilauna na míla ,
dosti ki toh níbhaayi na gayi dúshmani mein bhi adaawat na huwí . !!


No comments:

Powered by Blogger.