Jigar Moradabadi Shayari .! Jigar moradabadi ghazal ,, Love Shayari .!
Jigar moradabadi famous shayari , jigar moradabadi ghazal ,
Jigar Moradabadi Shayari--
Làkhoun me intíkhab ke kabil bana diya,
Jis dil ko tumñe dekh liye dil baña diya ....,
_______________________________
jigar moradabadi shayari ,
Sozh mé bhi wahi ek naghm hai joó sazh me hai,
Farq najdik kée aur dur kee aàwaz hai,
_______________________________
jigar moradabadi shayari ,
Múmkin nahi kee jazba-é-dil kargar na hoo,
Ye aur baat hai tumhe ab tk khàbar na hoó.
_______________________________
jigar moradabadi shayari ,
Panw uth sakte nahi mañzil jané ké khilaf,
Aúr agar hosh kee puchho tóo mujhe hosh nahi,
Húsn se ishq juda hai naà jûda ishq se husn,
Konsí shai hai jo aagósh-dar-aagaosh nahi......,
_______________________________
jigar moradabadi shayari ,
Ab tóo yah bhi nahi raha ahsas dard hota hai ya nahi hotà,
Ishq jb tk na kr chúke ruswa aadami kam ka nahi hóta...,
Hay kya hó gaya tabiyat ko ghm bhi rahat fazaa nahí hota,
Wo hamaré karib hote hain jb hamara pataa nahî hota,
Dil ko kyà-kya sukun hota hai jb kói aasara nahi hota,
_______________________________
jigar moradabadi ki ghazal : nigahon se chhup kar kahan jayiyega,
Jahan jayiyega hame payíyega
Mera jab búra hal suún payíyega,
Mitha kàr hame aap pàchtaiyega ,
kami koi mahsús farmaiyega,
Nahi khél naseh .! Junú ki hakikàt,
_______________________________
jigar moradabadi ghazal ,
saaqi par ilzaam na aaye ,
chaahe tujh tak jaam na aaye,
tere siwaa jo kee ho mohabbat ,
meri jawani kaam na aaye,
jin ke liye maar bhi gaye hum ,
wo chal kar do kadam na aaye,
ishq kaa saudaa itanaa garaan hai ,
inhen hum se koi kaam na aaye,
mehkhane mein sab hee to aaye ,
lekin “Jigar” ka naam na aaye,
_______________________________
jigar moradabadi poetry : dil me kisi ki rah kiye ja raha hoon mai,,,,,
Kitna hasin guñah kiye jaa Raha Hoón main,
Duniya-é-dil tabah kiye jaa Ràha Hoon Main,
Sarf-e-nigah-ó-aah kiye jaa Raha Hoôn Main,
Pard-é-amal siyah kiye jàa Raha Hoon Main,
Rahmat ko bépanah kiye jaa Raha Hoon Maiñ,
Aeisí bhi ek nigah kiye jaa Raha Hooñ Main,
Zarf ko mehar-ô-mah kiye jaa Raha Hoon Maín,
Mújh se lage ishq ki ajmat ko char chand,
Khud húsn ko gavah kiye jaa Raha Hoon Main,
Masumi-é-jamal ko bhi jis pe ishq ho,
Aeise bhi kúch gunah kiye jaa Raha Hoon Main,
Tnkhid-ē-husn maslhat-e-khas-e-îshq hai,
Ye jurm gaàh-gaah kiye jaa Raha Hoon Main,
Uthti nahi hai aànkh magar use Ru-bà-Ru,
Nadida ek nigah kiye jaa Raha Hoón Main,
Gulshan pàrast Hoon mujhe gúl hee nahi Aziz,
Kanthoun se bhí nibah kiye jaa Raha Hoon Maiñ,
Ye Ziñdagi guzar Raha Hoon Tere bàgair,
Jaise koi gunah kíye jaa Raha Hoon Main,
Mujh se ada huaa hai "jigar" justúju ka haq,
Hr zarre ko gawah kiye jaa Raha Hoon Máin.....
No comments: