Jaun elia shayari ! Jaun elia famous ghazal ,
Read Famous Poetry Of Jaun Elia.
Jaun Elia Shayari ,
Hamàri hee tamanna kyún karo tum ,Tumhari hee tàman na kyuñ kare hum .
_____________________________
Jaun Elia Shayari ,
Hamàre zakhm - ê - tamanna purane hó gaye hai,Ke ús gali me gaye ab jamañe ho gaye hai.
_____________________________
Jaun Elia Shayari ,
Hàm yahan khud aaye haí laya nahi koi hame ,
Aur khúda ka hum ne apne naam pr ràkkha hai ñaam ...
_____________________________
Jaun Elia Shayari ,
Sakht be-aeitbar thhé hum tó ,
_____________________________
Jaun Elia Shayari
Hamé shikayat nahi ek dusre se
Manana chahiye ís pr khushi kya ?..
_____________________________
Jaun Elia Famous Poetry , ye gham kya dil ki aadat hai .! Nahi To
Ye Gham Kya Díl Ki Aadat Hai .! Nàhi To ,
Kisi Se Kuch Shikaàyat Hai .! Nahí To ,
Hai Woh Ek Khwàab-é-Be-Taabeer ,
Bhula Dene Ki Nîyat Hai .! Nàhi Tó ,
Kisí Ke Bin, Kisi Ki Yaàd Ke Bin ,
Jiye Jaane Ki Hímmat Hai .! Nàhi To ,
Kisi Súrat Bhi Dil Lagta Nahi ! Haañ ,
To Kúch Din Se Yeh Haalat Hai .! Nahì To,
Tújhe Jisne Kahi Ka Bhi Na Rakhkhà
Woh Ek Zaati Si Wàheshat Hai .! Nahí To,
Tere Is Hàal Par Hai Sab Ko Haírat
Tujhe Bhi Is Pe Hairàt Hai .! Nahì To,
Hàm-Aahangi Nahi Duníya Se Teri
Tujhe Is Par Nadaàmat Hai .! Nâhi To,
Hua Jo Kuch Yehi Maqsúm Tha Kya!
Yàhi Saari Hikaayat Haí .! Nahi Tó,
Azíyat-Naà Ummeedon Se Tujh Ko
Amaan Paaney Ki Hasràt Hai .! Nâhi To,
Tu Rahéta Hai Khayaal-Ó-Khwaab Mein Gum
To Is Ki Wajha Fúrsat Hai .! Nahi Tō,
Wahàn Waalon Se Haí Itni Mohábbat
Yahaan Waalon Se Nafrat Hâi .! Nàhi To,
Sabab Jo Is Judài Ka Bana Hai
Wo Mujh Se Khúbsurat Hai! Nahi To,
No comments: