Parveen shakir shayari , parveen shakir poetry ,
Parveen Shakir Shayari & Ghazal ,
Parveen Shakir 2 line Shayari
Tere bàdal ne ke bavasfh bhi tujh kó chaha hai,
Yéh aie'taraaf bhí shamil mere gúnahon me hai.
Parveen Shakir Shayari ,
Túmhare honge agar tóo lout aayenge kisi Roz,
Apñe sitam ko dek Lena khúd hee sakhi tum,
Zakhm-e-jigar tumko dikhàyenge kisi Róz.
Parveen Shakir Shayari on life ,
Zarúrat tood deti hai garur-ó-beniyaji ko,
Na hoti kói majburi too hr Bànda khuda hota.
___________________________
Parveen shakir poetry ,
Nàya dard ek dil me jaga kar Chalâ Gaya,
Kal phir wo mere shahr mé aa kar Chala gayà,,
Jíse dhundti rahi Mai lógo ki bhid me,
Mujh se wo Apna aap chupa kar chàla Gaya,
Mai úski khamoshi ka sabab puchtì rahi,
Wo kisse idâr-udar ke suñaa kr Chala gaya,,
Yéh sochti hon kaise bhúlungi ab use,
Ék shaks wo joo mújh ko bhul kr Chala gaya,,
Tera ghar mera jangal bhîgta hài sath-sath
___________________________
Parveen Shakir Ghazal ,
Bad muddat use Dékha logo,
Wo jara bhi nahi badlà logo,
Bad muddat mujh se bíchad kr wo bhi,
Us ke chare pe likh thhà logo,
Us ki ankhen bhi kah déti this,
Raat bhr wo bhi na soya lôgo,
Ajnabi bn ke jóo gujra hai abhi,
Thha kisi Waqt me Apña logo,
Dost toó khair Kon kis ka hai,
Us ne dushman bhi ña samjha logo,
Raat wo dard mere díl me uthha,
Subah tk chain na aaya løgo,
Pyas sehraho ki phir téz Huwi,
Abr phir tut ke bàrsa logo..
___________________________
Parveen Shakir Poetry ,,
Bahot róta wo hum ko yaàd kar ke,
Hamari Zindagi barbàd kar ké..
Palat kr phir yahi aa jayenge hàm,
Wo deke to hume aazàd kar ke,
Rihayi kee koi Súrat nahi hai,
Magar haan minnat-é-sayyad kar ke..
Badan méra chhúa thha usne lekin,
Gaya hai rúh ko aabad kàr ke,
Har Aamír tol Deña chahta hai,
Muqrrar-e-julm kee ummid kàr ke..
No comments: