Mir taqi mir shayari , mir taqi mir poetry ,

20 + famous 2 lines shayari of mir taqi mir .!  mir taqi mir love poems , 


mir taqi mir shayari,mir taqi mir shayari on love,mir taqi mir poetry,mir taqi mir ghazal,


Mir Taqi Mir ye us shayàr ka naam hai jise urdu shayari ki duniya mein shayari ka khuda  kahéte hain, Mir Mohammed Taqi Mir ki paidayish  Agra (British India) me 1723 mein húa tha. Mir taqí mir sahab Mughal saltanat ke darbari shayar the. Mir Taqi Mir ki mouth (death) 1810 mein lucknow ke sar Zameen pàr huwi..


mir taqi mir shayari on love ,


Wo àaye bazm me itna too "mír" ne deka,
Phir uske bad chiragon me róshani hee nahi râhi.

________________________________________

mir taqi mir ishq shayari ,


Phirte hain "Mìr" Kahan, koí puchatà nahi,
Is aashiqi me izzat-é-Sadat bhi gàyi.

________________________________________

mir taqi mir shayari on love ,


Shrminda hoñge, jaane bhì do imtihan ko,
Rakhega tum ko Kon Azíz, apñi jaan se.

________________________________________

mir taqi mir shayari ,


Ishq karte Haiñ us Pari-Rú se,
"Mir" sahab bhi Kya dîwane Hain.

________________________________________

mir taqi mir shayari


Qaba-é-lala-o-gul me jhalak rahi thhí khijan,
Bhari bhaar me royà kiye bhaar kô hum..

________________________________________

mir taqi mir shayari on life ,


Ab dek le ki Sina bhí taja huaa hai chak,
Phir hum se Apna haàl dikhaya na jayega.

________________________________________

mir taqi mir sad shayari ,


Ulti ho gayi sb tadbireín kuch na dawa ne kaam Kiya,
Dek is bimari-e-dil ne aakhir kàam tamaam
 Kiya.

________________________________________

mir taqi mir shayari on love ,


Umar guzri dawayen kàrte "Mir"
Dard-e-dil ka huaa na Châra hanuz

 ________________________________________


mir taqi mir shayari ,


Ab joo ek hasrat-é-jawani hai,
Umar-e-rafhta ki ye nishañi hai.

________________________________________

mir taqi mir shayari ,


Uske fharogh-e-husn se jhmké hai sb me Noor,
Sham-ê-harm ho yaa ho diya somñat ka.

________________________________________

mir taqi mir ishq shayari  ,


Ishq me ji kó sbar-o tab Kahañ,
Us se ankhen ladi too khwàb Kahan.

 ________________________________________

mir taqi mir shayari ,


Us ke ifh-e-ahad tk ña jiye,
Umar ne húm se bewafaí ki

________________________________________

mir taqi mir sad shayari ,


Ab kr ke faramósh too nashad kareíge,
Pr hum joo na honge too bahot yaàd kareìnge.

________________________________________

mir taqi mir shayari ,


Us pe takiyà Kiya too thha lekin,
Raat din hum thhe aur bîstar thha.

________________________________________

mir taqi mir shayari on love


Ishq se joo nahi koi Khàli,
Dil se le àrsh-tk bhra hai ĩshq.

________________________________________

mir taqi mir shayari on ishq ,


Chah ka daawa sb kàrte Hain mane kyún kr be-aasar,
Ashq ki surkhi muh ki jardi ishq kí kuch too alamàt ho,

________________________________________

mir taqi mir shayari


Ab ke júnu me fhasale shàyad na kuch rahe,
Daaman ke chak aur geereban ke chàk me,

________________________________________

mir taqi mir shayari ,


Chaman me Gul ñe joo kal dawa-e-jamal Kiya,
Jamal-e-yaar ne muh us ka khúb lal Kiya.

________________________________________

mir taqi mir shayari on life ,


Chashm ho too aayína-qhaña hai dahar,
Muh nazar aàta hai deewaroun ke bich,

________________________________________

mir taqi mir shayari


Ab mujh jayifh-ô-jhar ko mt kúch kaha karo,
Jaati nahi hai mujh se kisi kee utàyi baat,

________________________________________

 mir taqi mir ghazal , 


Bekhudi le gayi Kahàn hum ko,
Der se intezar hai Apña.

Rote phirte hai saari-sâari raat,
An yahi rozgar hai Apnâ,

Deke dil hum joo ho gaye majbūr,
Ismein Kya iqhtiyar haí Apna,

Jisko tum aasman kahte hó "Mir"
Wo diloun ka gubar hai apña..


________________________________________

mir taqi mir poetry on love


Kya kahon tumse Mài ke Kya hai ishq,
Jaan ka roóg hai, balà hai ishq,

Ishq hee ishq hai Jahàn deko,
Saare aalam me bhar Ráha hai ishq,

Ishq mashúkh ishq aashiq hai,
Yaani Apna hee mubàtala
Hai ishq,

Ishq hài tarzu-ó-tour ishq ke tayi,
Kahi Banda kahi khúda hai ishq,

Kon makhsad ko ishq biñ pahooncha,
Aarzu ishq wo múdda hai ishq,

Koi khwahan nàhi mohabbat ka,
Tu kahe jins-ê-ñarva hai ishq,

'Mir" ji jard hóte jaate hain
Kya kahin tum ne bhi Kiya hai îshq..


 

1 comment:

Powered by Blogger.