Jaun elia famous shayari | jaun elia shayari in urdu ,

Jaun elia best 2 line shayari.! jaun elia 25 famous shayari ,,

jaun elia ghazal in urdu,Jaun Elia Shayari,

{ Hello Friend's
Jaun Elia ;  koi bi shaks jise shayari se thodi bahot bi mohabbat hogi , yaa jo shaks shayari ko sunna pasand karta hai,, us shaks ke liye jaun Elia sahab ka naam naya nahi hoga,, jaun Elia ek aiese shayar the jinhone hindustan aur pakistan dono mulkoun mein apni shayari se apne andaz se dono mulkoun ki awam ka dil jeet liya tha,, aur aaj bhi  hindustan ke noujawan inki shayari ke diwane hai,,  Inka janam karachi mein 1931 me hua tha jo ki ab pakistan me hai.!
'Jaun Elia' ye us shaks ka naaà  hai jisne apni shayari , apne kalam se hindustan aur pakistan dono mulkoun mein shayari ki duniya mein ek waqt tak zal-zàla la diya tha, Jaun Elia sahab apni shayari mein zyadatar insaniyat ki nakamiyon par gour karte the, aur Jaun Elia sàhab ke bare mein ek aur dilchasb baat ye bhi kee wo sharab🍾 bahot pite the, }



Best Shayari Collection Of Jaun Elia


Jaun Elia Shayari in urdu--

Apñe andar hasta hoon main, aur bahót sharmata hoon,
Khoôn bhi thukha sach-much thukha, aúr ye sb chalaki thhi..!

_______________________________________


 2 lines Shayari of jaun Elia--

Yún joo takta hai aasmaan ko too
Koi raheta hai aasmaan meín kya

_______________________________________


 jaun Elia shayari --

Teg-baazi ka shoúk apni jagah,
Aap to qatl-é-aam kar rahe hain..

(Teg-baazi-- "Talwar baazi" )

_______________________________________


 Jaun Elia ki Shayari--

Apñe sar ek balaa too Leni thhi,
Maine wo julfh apne sar leñe hai..

_______________________________________


Jaun Elia shayari ,,

Apna rishta zameé se hee rhakko
Kuch nahi aasaman me rhàkka

_______________________________________


Jaun Elia shayari on love ,

Khub hai ishq kà ye phool bhi,
Mai bhi barbad hoo gayà too bhi

_______________________________________


Jaun Elia shayari on love

Ab khaq údh rahi hai yahan intezar kee,
Aei,! dil ye baam-o-daar kisi jaan-e-jahàn ke thhe.

_______________________________________


Jaun Elia Quotes On love ,

Us ke hontōun pe rakh ke honth apne,
Baat hee hum tamaam kar rahe hàin..

_______________________________________

Jaun Elia Quotes On love ,

Ab tum kabhi naa aaóge yaani kabhi-kabhi,
Ruksat karo mujhe koi wada kiye bagaîr..

_______________________________________

Jaun Elia Quotes On love ,

Ab toó us ke bare me tum joo chaho wo kahe dalo,
Wo angadayi mere kamare tk too bàdi ruhani thhi...

_______________________________________

Jaun Elia Quotes ,

Ab tøo hr baat yaad rahati hai
Ghaliban main kisi ko bhûl gaya..

_______________________________________

Jaun Elia shayari on love ,

Ab nāhi milenge hum kucha-e-tamñna me
Kucha-e-tamnna me ab nahi milènge hum..

_______________________________________

Jaun Elia shayari ,

Ek àjab aamad-o-shuda hai kee na majee hai na haal,
"Jaun" barpa koi naslon ka sâfar hai mujh me..

_______________________________________

Jaun Elia shayari on love ,

Ēk ajab haal hai kee ab usko,
Yaad karna kabhi be-wafâi hai


_______________________________________

Jaun Elia shayari ,

Ab jôo rishton me banda hoon too khula hai mujh pr,
Kb parinde ud nahi pate hai parōn ke hote..


_______________________________________

Jaun Elia shayari on life ,

Jo guzari na jaà saki hum se
hum ñe wo zindagi gujari håi

_______________________________________


Aúr kya chahati hai gardish-e-ayyaàm kee hum
Apna ghar bhóol gaye, un kee galí bhool gaye..


(gardish-e-ayyaam-- 'bhagyaka ulat pher')


_______________________________________


Kaíse kahen ki us ko bhi ham se hai kói waasta,
Us ne to hum sé aaj tak koi gila hee nahi kiya.


_______________________________________


Kóun is ghar ki dekh-bhàl kare,
Roz ek cheez tut jaatí hai..


_______________________________________


Khâmoshi se ada ho rasm-e-duri,
Koi hungaama barpa kyon karéin hum..


_______________________________________ 


Us gàli ne ye sun ke sabr kiya,,
Jaane waale yahan ke the hée nahi..

_______________________________________


Ab kée jb jamana tum ko hai sabhi pr aei'tibar
Ab tumhe zamana mujh pr aei'tibàr aaya too


_______________________________________


Apne sàbhi geele bajaa pr hai yahi kee dilruba,
Mere tira moaa'malas ishq ké bs ka thha nahi


_______________________________________ 


Apñe sb yaar kaam kar rahe hain,
Aur hum hai kee naam kar rahé hain.

1 comment:

Powered by Blogger.