Lahó kee baat karta hài' kafan ki bàat karta haí ,
Wo kaaró bariyon ke sath dhañ(money) ki baat kàrta hai,
Hamāre múlk ne kaisa namuña chhun liya yaaroūn,
Wâtan ki baat karni thhi tóo man(💓) kí baat karta hài..
________________________________________
Móhabbat ke sabhi manjar bade khali se làgte haiñ,
Akhídat se kahe alfaz bhi jhalí se lagte hàin,
Wó Rohit bemúla ki móut pr Aànsu bahata hai,
Màgar us shakhs ke Aansú too ghadiyal(magar-mach) se làgte hain..
Mere moula mére honthon pe ye fariyàd rahe,
Méri is ñasla ko ÎSHRAT ka laho yàad rahe,
Yé samaj le ke baherahal bhúgat naa hoga,
Is sàwwa-lakh ko waqt kal bhugat naà hoga,
Chañd paison ke liye vóte agar bech diya,
Phír too anjaam kayi saal bhúgat na hoga,
Mére iman ki ghairat sada aabàd rahe,
MĒRI IS NASAL KO ISHARAT KÀ LAHO YAAD RAHÈ,
Ràb ne baksha hai joo imañ nahi beekta hai,
Yañi Allah ka farman nàhi bikata hai,
Wo joó vote'ún ke kharidar yahàn aayenge,
Unse kāhena ke musalman ñahi beekta hai,
Shàh ke bhuke joo shayal-tàlba sath rahe,
MERI IS NASÀL KO ISHARAT KÂ LAHO YAAD RAHE...
________________________________________
Wó joo apni chhat pe tirañga talak nahi faherate,
Wo mére upar ghaddari ka îlzam lagate,
RSS ke mukhyalay par jis diñ faherega tirānga,
Ūs din se poore Bharat me kahi na hóga danga,
Achche din tóo nahi mile,chahera mayús mila hai,
Làb-bazi karne wala umda jasús mila hai,
Udar daal ki kimat 200 ké uspar khadi hái,
Bharat ki gàddi ko jb se ye mañhus mila hai,
Kitne bhule lóg hai joo ab tak khush-fahémi pale hain,
BECHÀROUN KO LAGATA HĀI ACHCHE DIN AANE WALE HAIN
Achche dîn kya hot e hain, ye Ambani sę pucho,
Yaa bàravi[12] fail ismreeti Irañi se pucho,
Achche din aur búre din ka faraq jana-ña hai too,
Jaó bechare lal karishan aadwani se pócho,
Sb ki jubàne chuppi udi, aur jubàn pr tale hai,
BECHAROUN KO LAGATA HÀI ACHCHÉ DIN AAÑE WALE HAÎN ....
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments: