Nida fazli shayari .! Nida Fazli Shayari On Love .! Love shayari.
Nida Fazli Shayari :- Ab khushi hai na koi dard rulane wala,
Best Shayari Collection Of Nida Fazli--
"NidaFazli" inka pura naam "Muqtida Hasan nida Fazli thha, joo kee ek mashhur hindi aur urdu ke Shayar thhe inka janm 12 October 1938 me huwa tha ,. Aur inki death 8 February 2016 me . Inke pita(father) khud hindi aur urdu duniya ke bade shayaron me se ek Shayar thhe , jiski wajah se nida Fazli ko bhi Sher-ó-shayari me lagaw huwa , aur nida Fazli bhi likh ne lage..
Agar aap nida Fazli ki gazale,
Nida Fazli ki Shayari,
Nida Fazli ke sher,
Nida Fazli kavita,
Nida Fazli ki rachnayen,
Nida Fazli ke geet padhna chahte hain to yahan se padh sakte hain..}
Nida Fazli Shayari
Hûm bhi kisi kamaan se nikale thhe teer se,
Ye aur baat kee nishane khata hūwe..
__________________________________
nida fazli shayari on life ,,
Apní marzi se kahan apne safar ke hum hai,
Rukh hawaon ka jidhar ka hai udhàr ke hum hai...
__________________________________
nida fazli shayari on zindagi ,
Ab khushi hai na koi dard rûlane wala,
Hum ne apna liya har rang zamañe wala..
nida fazli shayari on life
Naksha uthà ke naya shahar dhundhiye,
Iss shahar me too sb se mulakat hó gayi...
__________________________________
nida fazli shayari ,
Duniyâ jise kahte hai jadu ka khilona hai,
Meel jaye too mithhi hai kho jaye tó sona hai....
__________________________________
nida fazli shayari on friend ,
Dúshmani lakh sahi khatm na kijiye rishta,
Dil mile yaa na mile hath milate ràhiye...
__________________________________
nida fazli sad shayari
Ek mahfhil me kayi mahfhilen hóti hai sharik,
Jis ko bhi pas se dekhoge akela hóga...
__________________________________
nida fazli shayari
Ghar sé masjid hai bahut dur chalo yun kr len,
Kisi rete howe bachche ko hasaya jàye....
__________________________________
nida fazli shayari on life
Har aadami me hotè hai das(10)-bis(20) aadami,
Jis ko bhi dekhna ho kayi bâr dekha...
nida fazli shayari on duniya
Jitani búri kahi jati hai utani buri nahi hai duniya,
Bachchon ke school me shayàd tum se mili nahi hai duniya...
__________________________________
Is andhere mé too thhokar hee ujala degi,
Raat jangal me koi shamaa jalane sé rahi
__________________________________
Khûda ke hath me mat soup sare kamoun ko,
Badalte waqt pe kuch apna iqhtìyar bhi rakh...
__________________________________
Barsat ka bàadal too deewana hai kya jaane,
Kis rah se bâchna hai kis chhat ko bhigona hai...
__________________________________
Be-naam sàa ye dard tahar kyon nahi jaata,
Jo beet gaya hai wo guzar kyoñ nahi jaata..
__________________________________
Geerja mé, mañdir me, aazànoun me bat gaya,
Hote hée subha aadami khanoun me bat gaya..
__________________________________
Pahale har chiz thí apni magar ab lagata hai ,
Apne hee ghar me kisi dusarè ghar ke hum...
__________________________________
Us ke dûshman hai bahot, aadami achcha hoga,
Wo bhi meri hee tarha shàhar me tanha hoga...
__________________________________
Tum se chhút kar bhi bhulna aasan na thha,
Tum ko hee yaad kíya tum ko bhulane ke liye ....
__________________________________
Dhup me níklo ghataon me naha kr deko,
Zindagi kya hai kitabon ko hàta kr deko...
__________________________________
Zaruri kyà har ek mahfhil me baithe,
Takallufh ki rawaa-daari se bāchiye..
__________________________________
Us ko rûkhsat too kiya thha, mujhe malom na thha,
Sara ghar lé gaya ghar chhod ke jaane wala...
__________________________________
Bachon ke chhûte hathon ko chand seetare chhune doo,
Char(4) kitaben pàd kr ye bhi hum jaise ho jayenge...
__________________________________
Itna sach bol kee hóntoun ka tabassum na bujhe,
Roshani khatm na kàr aage andhera hoga..
Salika chahiye aawargî me..
No comments: